Latest aansoo Sms and aansoo Shayari
Urdu Aansoo Sms
This is the best collection Urdu Aansoo Poetry, Hindi Aansoo Shayari and latest Aansoo Sms in Urdu. We have selected all sms & shayari collection related to keyword "Aansoo" online here. You can read Aansoo hindi sms, Aansoo poetry online and best Aansoo poetry in urdu
(1) Yaaro Mere Marne Ke Baad,
Aans
Yaaro Mere MARNE Ke Baad,
Aansu Mat Bahana
Yaaro Mere MARNE Ke Bad,
aansoo Mat Bahana
Jyada Yaad Aaye, Toh Upper Challe Aana.

(2) Jiss dil pe na aayi chot kabhi
Jiss dil pe na aayi chot kabhi woh dard kisi ka kya jane,
Khud shamma ko maloom nahi kyon jal jate hain parwaane,
Matt poochoo kya guzarti hai juda jab yaar hote hain,
aansoo teer ban ke jigar ke paar hote hain.

(3) Is behte dard ko mat roko,
Ye
Is behte dard ko mat roko,
Ye to saza hai kisi ke intejar ki,
Log inhe aansoon kahe ya deewangi,
Par ye to nishani hai kisi ke pyaar ki.

(4) k Shaks Ki Yaad Kitne Roop Bad
k Shaks Ki Yaad Kitne Roop Badalti Hai
Judaai Ki Raaton Mein Tanhai Bhi Machalti Hai
Kyun Diya
Mohobbat Ka Ye Ajib Sa Dukh
Na Zindagi Kat Ti Hai Na Jaan Nikalti Hai
Usse Bhulane Mein Khud Ko Bhoola Baithay
Magar Soch Ki Har Raah Ussi Se Milti Hai
Ajib Rishta
Bandha Hai Dard Ka Dil Se
Behtay aansoon Se Dil Ki Halat Sambhalti Hai
Mohabbat Ka
Ye Safar Aage Badhta Bhi Kaise
Nafrat Ki Shidat Meri Mohabbat Ko Kuchalti Hai
Kuch Is Tarah Ghamon Ki Daldal Mein Phansay
Khilte Phoolon Ko Jis Tarah Khizan Nigalti Hai
(5)
Kisey Pukarain Hum Is Hujoo
Kisey Pukarain Hum Is Hujoom-E-Gham Main
Ke Sub Hi Hamaray Aazamaye Huay
Hain
Tum Hi Ne Humain Kar Dia Tanha
WaRNa Hum To Taalluq Nibahye Huay Hain
Dheemay Dheemay aansoo Dil Se Girte Hain
Ke Hum Apna Gham Sub Se Chupaye Huay Hain
Un Shano Tak Ab Rasai Na Rahi
Jin Shano Pe aansoo Bahaye Huay Hain
Hum Karain Ab Kisi Per Bharosa Kaisay
Ke Zamane Se Dhokay Khaye Huay
Hain
Khushion Se Bhi Ab To Lagta Hai Darr
Is Qadar Zakham Hum Ne Khaye Huay Hain
(6) Aana meri qabar par do phool c
Aana meri qabar par do phool charha jana ..
Rona na aaye
muskura ke chale jana ..
Meri qabar par ek baar zrur aana ..
Magar shart hai aansoo na bahana ..
Taklif ho gi rooh ko bhi jo aansoo jo apke nikaleinge.
Rooh roye gi meri rooh ko na tarpaya KaRNa
..
Tere khuwabn mein aya karunga zrur ..
Kabhi yaad karke meri muhabbat ko azmaya KaRNa ..
Meri qabar pe phool na charhana aansoovon ke ..
Bas aakar qabar pe apni muhabbat ka
saya KaRNa ..
Meri dua hai tera tera ghar khushboo se bhara
rahe ..
Tum khushi ki har mehfil mein jaya KaRNa ..
Meri
yaad mein na khona kabhi udaas hokar ..
Apne humsafar ki
aghosh mein.majid
(7)
Jab bhi tujhse milne ki tad
Jab bhi tujhse milne ki tadbeer nazar aayi,
mujhe apne pairo me padi zanjeer nazar aayi,
teri yaad me nikal pade mere aansoo,
aur har aansoo me teri tasveer nazar aayi

(8) YEH AAINE JO TUMHE KAM PASAND
YEH AAINE JO TUMHE KAM PASAND KARTE HAIN
INHE KHABHAR HAI TUMHE HUM PASAND KARTE HAIN
TUMHE KHUDA NE ZAMANE MEIN NAZEEN KIYA
MERI NAZAR NE
TUMHE AUR BHI HASEEN KIYA
TERE BAGAIR SAFAR KIYA HAI RASTA KIYA HAI
HUM AASHIQO KO ZAMANE SE WASTA KIYA HAI
KE HUM TO AAP KO JANAM PASAND
KARTE HAIN
IS LIYE TUMHE MAUSAM PASAND KARTE HAIN
YEH AAINE JO TUMHE KAM PASAND KARTE HAIN
INHE KHABHAR HAI TUMHE HUM PASAND KARTE
HAIN
KAREEB AAO KE BHAR LEIN TUMHE NIGHAAO MEIN
TUMHE SAMAAIT LEIN IN BEKARAAR BAAHAO MEIN
HAI KON AISA JISE DHAKHANO MEIN BAND KARE
TUMHI
BATAO TUMHE KUYE NA HUM PASAND KARE
KE PYAAS LOG SHABNAAM PASAND KARTE HAIN
KOI KARE NA TUMHE HUM PASAND KARTE HAIN
YEH AAINE JO TUMHE KAM
PASAND KARTE HAIN
INHE KHABHAR HAI TUMHE HUM PASAND KARTE HAIN
BY WAQAS(aansoo)
(9) khuda kare ki pyar me kisi ka
khuda kare ki pyar me kisi ka dil na toote
jaise rutha mera
sanam kisi aur ka na ruthe
rota hai dil aur toot jate hain sapne
ankhon ke aansoo bhi nahin hote hain apne

(10)
GILA
mujhay gila to
GILA
mujhay gila to
us chand
se hai
jo hr roz
mujhay us ki yad me
be sakhta
ho kar
aansoo bahate daikhta
hai or us ko khabar bhi nahi karta ;(

Go To Page >> [1] [2] [3] [4] [5] [6] [7] [8] [9] [10] [11] [12] [13] [14] [15] [16] [17] [18] [19] [20] [21] [22] [23] [24] [25] [26] [27] [28] [29] [30] [31] [32] [33] [34] [35] [36] [37] [38] [39] [40] [41] [42] [43] [44] [45] [46] [47] [48] [49] [50] [51] [52] [53] [54] [55] [56] [57] [58] [59] [60] [61] [62] [63] [64] [65] [66] [67] [68]
Read new/updated aansoo sms. No doubt, its biggest collection of aansoo mobile messages on internet. You can subscribe aansoo sms and get newly added aansoo text messages to your email as well. Keep visiting this page as latest urdu aansoo sms will be coming soon. There are many Urdu aansoo SMS lovers who are eager to share Urdu aansoo SMS with you;)
Post to Forum :