Latest deewani Sms and deewani Shayari
Urdu Deewani Sms
This is the best collection Urdu Deewani Poetry, Hindi Deewani Shayari and latest Deewani Sms in Urdu. We have selected all sms & shayari collection related to keyword "Deewani" online here. You can read Deewani hindi sms, Deewani poetry online and best Deewani poetry in urdu
(1)
Likhi hai ye ghaz
Likhi hai ye ghazal sirf tumhare liye,
deewani bani bhi to sirf tumhare liye,
Kisi ko nahi dekhein gi ab ye ankhein,
Nazrein tarsein gi bhi to sirf tumhare
liye,
Har sans mein yaad karun gi tumhe,
Ye saans nikle bhi to sirf
tumhare liye,
Har pyar se pyare lagte ho tum mujhe,
Mein ne pyar sikha bhi to sirf tumhare liye...
(2)
ishq ne hume itna
ishq ne hume itna majboor kar diya hai
har taraf tu hi tu nazar aata hai
Log kehete the pagli hai Diya
ab kehete hain sayad kiska
deewani hai

(3)
Chandni Raaton Me
Chandni Raaton Mein,
Tanhaiyon Ke
Aalam Mein
Wo Kuch Aur Yaad Aata Hai,
Ye Mausam Ka Takaza Hai,
Ya Nasha Hai Uske Pyaar Ka,
Wo Hawa Banke Badan Ko Chuke
Rooh Mein Utar Jata Hai,
Chand Ko Dekhti Hoon Jab Jab,
Sharm Si Mujhko Aati Hai,
Ye Chaand Bhi Ab To Mujhe,
Usika Chehra Dikhata Hai,
Ye Taaron Se Bhara Aasman,
Aur Bhi Mujhe Lubhata Hai,
Chanchal Si Dilki
Aarzuon Ko
Andekha Paigam De Jaata Hai,
Barish Ki Boondein Jab Mere
Tan Ko Bhigo Ke Hasti Hai,
Ek
Shararat Bhari Nazronse
Wo Mujhe Chhed Jaata Hai,
Sardi Ki Raaton Mein Jab Jab,
Neend Se Bezaar Hoti Hoon,
Wo Chupke Se Aake Mujhe,
Apne Seene Pe Sula Jaata Hai,
Behti Hui Ye Nadiya
Mujhe Ye Kehti Jaati Hai,
Tu Jiski deewani Hai,
Wo Bhi Tujhe Chahta Hai,
Chandni Raaton Mein,
Wo Kuch Aur Yaad Aata Hai,
Chaand Banke Wo
Mere Dil Mein Samata Hai...
(4)
har ajnabi chehre
har ajnabi chehre mein uski jhalak dikhayi deti
hai
chalti hai deewani jab, to nazar
jhukaye rehti hai
dikh jaata hai vo kahin to
dhadkan kyun ruk jaati hai
chalte chalte jaise koi
dor si khich jaati hai
paani ki lehron mein bhi jannat dikhayi deti hai
chalti hai deewani jab to nazar jhukaye rehti hai
aankhen gar mil jaayen to din
poora ho jaata hai
nazarein phir jhuk jaati hain, pagal mann kho jaata hai
barkha ki pehli boonde jab dharti par pad jaati
hain
is pagli deewani ko phir yaad usi ki aati hai
nazrein phir jhuk jaati hain,
pagal mann kho jaata hai
muskurahat ka lamha phir se wapas aata hai
aasman jhilmilata hai, raat jab bhi aati hai
ye pagli taaro se uska chehra banati hai
raat bhi
dhal jaati hai, suraj chadh aata hai
is tarah deewani ka poora din kat jaata ha
(5)
Koi dilkash adaon
Koi dilkash adaon ki rawani ho tum,
ankahe lafzon ki adhoori kahani ho tum.
Ik chaand si surat ho tum,
bahut hi khoobsurat ho tum,
har aks mein rang ho tum,
zindagi ki umang ho tum,
chaand ki chandni ho tum,
mere tanha jeewan ki zindagaani ho tum.
Phool gulab ka khusboo ho tum,
shaiyaron ki shaiyari justjoo ho tum,
ek haseen ehsaas ho tum,
mere dil ke paas ho tum,
dhadkanon mein mere basi ho tum,
khawabon ki mere pari ho tum,
aasman se utri chanchal jawani ho tum.
darde dil ki dawa ho tum,
zindagi se
ki wafa ho tum,
nahin mujhse judaa ho tum,
meri har ek ada ho tum,
khuda ke neymat ki nishani ho tum.
Ek nayab tasweer ho tum,
mere khawabon ki tabeer ho tum,
mere rooh mein shamil ho tum,
is safar ki manzil ho tum,
mere daaman mein pyar ho tum,
pak dil masoom sa aitbaar ho tum,
mere nazar mein meri deewani ho tum.
(6)
Mohbbat ek ehsaas
Mohbbat ek ehsaason ki pawan si kahani hai,
Kabhi kabira deewana tha, kabhi meera deewani hai,
Yahan sab log kehte hai meri
aankhon mein aasoon hai,
Jo tu samjhe toh moti hai, jo na samjhe toh paani hai.
LIBRA SUNAAR
(7)
Tere bheege badan
Tere bheege badan ki khushboo sey
Lerahey bhi hoi mastani seee..
Teri zulf ko chooo
ker ajh hoi khamooosh hawa dewani se
Yeh roop ka koondhan dhykha huwa
yeh jisssim ka
chandan mehkha huwa
ilzam na dyna pher mujh ko
hojahey agar nadaniii seee
bheeekhra huwa
kajal ankhoo mey
thooofan ki halchal saasoo mey saaasooo mey
yeh naram labooo ki khamoosshhi
palkoo mey
choopiii heraniii seee
tere bheege badan ki khusboo sey
lerahey bhi hoi mastani sii
teri
zulf ko choo ker ajh hoi khamoossh hawa deewani
se
(8)
Ae Kaash ! Kahin
Ae Kaash ! Kahin Qudrat
Ka Ye Nizaam Hua Karey.....
Tujhy Dekhney ky Siwa Na
Mujhy Koi Kaam Hua Karey
...
...
Charcha Ho Saary Shehar
Me
Tere Mere Pyaar Ka
Mujh Pe Teri Chahat Ka
Ilzaam Hua Karey.....!
Ishq Karon Aisa ky Ho
Jaon Me deewani
Koi Poochy Aarzu Tu Zuban
Pe Tera Naam Hua Karey
(9)
Woh to deewani th
Woh to deewani thi mujhe tanha chhor
gayi,
Khud na ruk saki to Apna saaya chhor gayi,
Dukh nahin Gham is baat ka hai,Aankho se kar k waada baaton se toar gayiââ.šÂ¬Ã‚Â

(10)
If Mathematicians
If Mathematicians Became Film Producers,
Then,
The Title Would Be Something Like This...
.
Kabhi Limit Kabhi Continuity
.
Mai Log Ki deewani Hoon
.
Calculus Wale Vector Le Jayenge
.
Hum Solution Nikal Chuke Sanam
.
Humara Differential Aapke Paas Hai
.
Kyun? Summition Ho Gaya Na
.
Maine Maths Kyun Liya
.
3 Variables
.
My Name Is Integration And I Am Not A Derivative... ;-)
Read new/updated deewani sms. No doubt, its biggest collection of deewani mobile messages on internet. You can subscribe deewani sms and get newly added deewani text messages to your email as well. Keep visiting this page as latest urdu deewani sms will be coming soon. There are many Urdu deewani SMS lovers who are eager to share Urdu deewani SMS with you;)
Post to Forum :