Latest hamari Sms and hamari Shayari
Urdu Hamari Sms
This is the best collection Urdu Hamari Poetry, Hindi Hamari Shayari and latest Hamari Sms in Urdu. We have selected all sms & shayari collection related to keyword "Hamari" online here. You can read Hamari hindi sms, Hamari poetry online and best Hamari poetry in urdu
(1)
App ko aur aap ki pur famil
App ko aur aap ki pur family ko hamari taraf se ... bahut bahut
Ramadan Mubarak

(2) Hamari Hi Na Lag Jaaye Najar U
hamari Hi Na Lag Jaaye Najar Unko,
Hum Toh Yeh Sochkar Pareshan Hote Hain,
Unka Dil Bhi Hasee Hai Unhi Ki Tarah,
Hum Toh Yeh Sochkar Hairan Hote Hain

(3) Hum Aaj Bhi Dil Ka Aashiyana S
Hum Aaj Bhi Dil Ka Aashiyana Sajane Se Darte Hai,
Baagon Mein Phool Khilaney Se Darte Hai,
hamari Ek Pasand Se Tut Jaayeinge Hazaaro Dil,
Tabhi Toh Hum Aaj Bhi Girl friend Bananey Se Darte Hai.

(4) Palkein bhi chamak udhati hain
Palkein bhi chamak udhati hain sote mein hamari
Aankhon ko abhi khwab chhupane nahin aate
Hoton par mohabbat ke fasane nahi aate
Sahil par samander ke khajane nahi aate,

(5) Shayad Khuda Ke Darbar Mein Bh
Shayad Khuda Ke Darbar Mein Bhi
Beimaani Chalti Hogi,
Isi Liye Toh hamari Kismat Ko
Aisa Banaya Hoga,
Jab Diye Honge Auron Ko
Khusiyon Ke Khajaane,
Ghamon Ko Akele Mere Ghar Ka
Raasta Dikhaya Hoga.

(6) Najar Na Lag Jaaye Kahin Aapko
Najar Na Lag Jaaye Kahin Aapko Kisi Ki,
Sari Duniya Se Chhupakar Aa Rakh Lu Tujhko,
Bas Itni Si Aarju Hai hamari Toh Jeevan Mein,
Har Janam Mein Pyar Milta Rahe Aapka Mujhko.

(7) Aap khud nahi janti aap kitni
Aap khud nahi janti aap kitni pyari ho,
Jaan ho hamari par jaan se pyaari ho,
Duriyon k hone se koi fark nahi padta,
Aap kal bhi hamari thi aaj bhi hamari ho!!

(8) Haalat Hain Aise Zindagi Mein
Haalat Hain Aise Zindagi Mein hamari
Har Khusi Ke
Pahlu Haaton Se Chhut Gaye,
Ab Toh Khud Ke Saaye Bhi Rooth Gaye,

(9) Zindagi mein aa jao hamari zin
Zindagi mein aa jao hamari zindagi ban kar
Tujhe
chahte hai be inteha par chahna nhi aata,
Ye kaisi mohabbat hai k hamein kehna nahi aata,

(10) Aapke Saath Bitaaye Woh Pal,
H
Aapke Saath Bitaaye Woh Pal,
Hamare Dil Ko Bahlayenge Hamesha,
Aap Bhale Hi Paas Na Ho Hamare,
Magar Yaadon Mein hamari Aayenge Hamesha.

Go To Page >> [1] [2] [3] [4] [5] [6] [7] [8] [9] [10] [11] [12] [13] [14] [15] [16] [17] [18] [19] [20] [21] [22] [23] [24] [25] [26] [27] [28] [29] [30] [31] [32] [33] [34] [35] [36] [37] [38] [39] [40] [41] [42] [43] [44] [45] [46] [47] [48] [49] [50] [51] [52] [53] [54] [55] [56] [57] [58] [59] [60] [61] [62] [63] [64] [65] [66] [67] [68] [69] [70] [71] [72] [73] [74] [75] [76] [77] [78] [79] [80] [81] [82] [83] [84] [85] [86] [87] [88] [89] [90] [91] [92] [93] [94] [95] [96] [97] [98] [99] [100] [101] [102] [103] [104] [105] [106] [107] [108] [109] [110] [111] [112] [113] [114] [115] [116] [117] [118] [119] [120] [121] [122] [123] [124] [125] [126] [127] [128] [129] [130] [131] [132] [133] [134] [135] [136] [137] [138] [139] [140] [141] [142] [143] [144] [145] [146] [147] [148] [149] [150] [151] [152] [153] [154] [155]
Read new/updated hamari sms. No doubt, its biggest collection of hamari mobile messages on internet. You can subscribe hamari sms and get newly added hamari text messages to your email as well. Keep visiting this page as latest urdu hamari sms will be coming soon. There are many Urdu hamari SMS lovers who are eager to share Urdu hamari SMS with you;)
Post to Forum :