Latest jaanta Sms and jaanta Shayari
Urdu Jaanta Sms
This is the best collection Urdu Jaanta Poetry, Hindi Jaanta Shayari and latest Jaanta Sms in Urdu. We have selected all sms & shayari collection related to keyword "Jaanta" online here. You can read Jaanta hindi sms, Jaanta poetry online and best Jaanta poetry in urdu
(1)
Mujhe apne barbad
Hone ka
Mujhe apne barbad
Hone ka gum nahi,
Teri barbadi ka suna
Tu bohat roya.
Main ne Har pal har
Su tujhe Yad kia,
Jab Tujhe Apni Yad se
Gaafil paya tu bohat
Roya.
Ye zindagi
Ye Ronaqein
Ye ranjishein,
Jab in Sab me Tujhe
Tanha paya Tu bohat
Roya.
Main ne apne Dil k har
Konay me sirf tujh
ko hi Bsaya,
Tere Dil me Basa jab
Koi Or dekha Tu bohat
Roya.
SajiD! jaanta tha k To
Es k Nasib me nahi
Hai.
Lekin phir B tujhe khuda
Se Baar baar maanga Tu
Bohat Roya.
(2)
jaanta hoon aik a
jaanta hoon aik aesy shakhs ko main bhi muneer
gham say pathhar ho gyaa lekin kabhi roya nahin

(3)
Tere Karam Ka Tas
Tere Karam Ka Tassaduq Teri Ata Ke Nisaar
Main Kya Tha Aur Mujhe Kya Bana Diya Tu Ne
Pahle Mujhe Kaun jaanta Tha-Pahle Mujhe Kaun jaanta Tha
Gham-E-Aashqi Se Pahle Mujhe Kaun
jaanta Tha
Teri Zaat Ne Bana Dee Meri
Zindagi Fasana
Main Shukr Kaise Adaa Iss Karam Ka Karoun
(4)
Mohabbat-E-Mustaf
Mohabbat-E-Mustafa Se Pahle Main Kuchh Nahii Tha
Main Kuchh Nahii Tha
Karam Ki Iss Intihaa Se Pahle Main Kuchh
Nahii Tha
Main Kuchh Nahii Tha
Pahle Mujhe Kaun jaanta Tha

(5)
Main Sajaata Tha
Main Sajaata Tha Sarkaar Ki Mehfilein
Mujh Ko Harr Gham Se Rab Ne Bari Kar Diya
Iss Karam Ka Karoun Shukr Kaise Adaa
Gham-E-Aashqi Se Pahle Mujhe Kaun
jaanta Tha
Pahle Mujhe Kaun jaanta Tha

(6)
Dil udhaas hai ba
Dil udhaas hai bahut koyi paigaam hi likh do
Tum apna naam na likho, gum-naam hi likh do
Meri qismat mein gham-e-tanhayi hai lekin
Tamaam umr na likho magar ek shaam hi likh do
Zuroori nahi ki
mil jaaye sukoon har kisi ko
Sare-e-bazm na aao
magar benaam hi likh do
Ye jaanta hoon ki
umr bhar tanha mujhko rehna hai
Magar pal do pal, ghadi do ghadi, mere naam hi likh do
Chalo hum maan lete hai ke sazaa ke
mustahiq thahre hum
Koyi enaam na likho koyi ilzaam hi likh do
(7)
Itni nazuk si ho
Itni nazuk si ho
jaise pankhudiya
gulaab ki
dil darta hai tumko chhoone se bhiââ.¬Â
ââ.¬Â
nazron se bhi jo chhoona chahu
palke band karte hue darta hu
kahiââ.¬Â
pankhudiya ..bikhar na jaaye
ab
shayad tum samajh sako
main kyu tumhe
ek tak dekhta rehta
hoonââ.¬Â
ââ.¬Â
.
shayad
dil se chhoona chahunga
tumhe kyu ki
jab mere
dil ki dhardkan
tumko chhooti hai
tum muskura deti hoââ.¬Â
..
aur
har taraf
hazaro gulaab
khil uth te hainââ.¬Â
ââ.¬Â
main jaanta hoon
tum door ho mujhseââ.¬Â
.
Par
Muskura bhi rahi ho
Shayad mere
Dil ki dhardkanââ.¬Â
..
Tumko chhoo pa rahi haiââ.¬Â
(8)
Kuchh ishq tha ku
Kuchh ishq tha kuch majboori thi, so main ne jeevan waar diya
Main kaisa zinda aadmi tha, ek shakhs ne mujh ko maar diya
Ye saja sajaaya ghar saaqi, meri zaat nahe mera haal nahe
Aye kaash kabhi tum jaan sako, jo us sukh ne aazaar diya
Main Khuli hui ek sachai, mujhy jaan'nay waalay jaantay hain
Main ne kin logon say nafrat ki, aur kin logon say pyaar kiya
Wo ishq bohat mushkil tha magar, aasaan na tha yun
jeena bhi
Us ishq ne zinda rahnay ka, mujhy zarf diya pindaar diya
Ek sabz shaakh gulaab ki thi, ek dunya
apanay pyaar ki thi
Wo ek bahaar jo aai nahe, us k liye sab kuch haar diya
Main rota hun aur aasmaan say taaray Toot'tay dekhta hun
Un logon per jin logon ne, meray logon ko aazaar diya
Wo yaar hon ya meh****** meray, ya kabhi
kabhi milnay waalay
Ek lazzat sab k milnay mein, Wo zakhm diya ya pyaar diya
(9)
Dil udhaas hai ba
Dil udhaas hai bahut koyi paigaam hi likh do
Tum apna naam na likho, gum-naam hi likh do
Meri qismat mein gham-e-tanhayi hai lekin
Tamaam umr na likho magar ek shaam hi likh do
Zuroori nahi ki
mil jaaye sukoon har kisi ko
Sare-e-bazm na aao
magar benaam hi likh do
Ye jaanta hoon ki
umr bhar tanha mujhko rehna hai
Magar pal do pal, ghadi do ghadi, mere naam hi likh do
Chalo hum maan lete hai ke sazaa ke
mustahiq thahre hum
Koyi enaam na likho koyi ilzaam hi likh do
(10)
Tum Kiya Jaano Ma
Tum Kiya Jaano Main Khuda Se Kiya Maangta Hoon ?
Tumhari Salam-ti Ki Hamesha Duaa
Mangta Hoon ~~
Agar Anjaane Main Ho Jaaye Koi Tumse
khata Tou Do Mujhe Uski Saza Ye Maangta Hoon ~~
Agar Lag Jaaye
Koi Chot Tumko Ya Ho Jaaow Tum Pareshaan Tou Meray Haq Main Wo Saari Takleefein Maangta hoon ~~
AiY KHUDA Meray Meh****** Ko Gham Se Door Rakhna Din Raat Tumhaaray Saaray Gham
Maangta Hoon ~~
Tum Ho Hamesha Kaamyaab Tumhaari
Her Khwaahish Ho Poori Buss Ye Chaahta Hoon Aur Tumhari Khushi
Maangta Hoon ~~ Main jaanta Hoon Ke Tum Mayri Nahin Ho Lekin Main Hamesha Khuda Se Tumhaara Saath
Maangta Hoon
(Ã.¯`vÃ.´Ã.¯)
`.Ã.¸.Ã.´ Lover
Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨) Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨)
(Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´ (Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´ .ââ.¬Â¢Ã.´
Ã.¸Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨Ã.¯`ââ.¬Â¢
Princeââ.¬Â
Go To Page >> [1] [2] [3] [4] [5] [6] [7] [8] [9] [10] [11] [12] [13] [14] [15] [16] [17]
Read new/updated jaanta sms. No doubt, its biggest collection of jaanta mobile messages on internet. You can subscribe jaanta sms and get newly added jaanta text messages to your email as well. Keep visiting this page as latest urdu jaanta sms will be coming soon. There are many Urdu jaanta SMS lovers who are eager to share Urdu jaanta SMS with you;)
Post to Forum :