Latest khaate Sms and khaate Shayari
Urdu Khaate Sms
This is the best collection Urdu Khaate Poetry, Hindi Khaate Shayari and latest Khaate Sms in Urdu. We have selected all sms & shayari collection related to keyword "Khaate" online here. You can read Khaate hindi sms, Khaate poetry online and best Khaate poetry in urdu
(1)
kisane vaadaa kiy
kisane vaadaa kiyaa hai aane kaa
husn dekho Gariib Khaane kaa
ruuh ko aaiinaa dikhaate hai.n
dar-o-diivaar muskuraate hai.n
aaj ghar, ghar banaa hai pahalii baar
dil me.n hai Khush saliiqagii bedaar
jamaa samaa.N hai aish-o-ishrat kaa
Khauf dil me.n fareb-e-qismet kaa
soz-e-qalb-e-kaliim aa.Nko.n me.n
ashk-e-ummiid-o-biim aa.Nkho.n me.n
chashm-bar-raah-e-shauq ke maare
chaa.Nd ke intazaar me.n taare
(Ã.¯`vÃ.´Ã.¯)
`.Ã.¸.Ã.´ Lover
Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨) Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨)
(Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´
(Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´ .ââ.¬Â¢Ã.´ Ã.¸Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨Ã.¯`ââ.¬Â¢
Princeââ.¬Â
(2)
kisane vaadaa kiy
kisane vaadaa kiyaa hai aane kaa
husn dekho Gariib Khaane kaa
ruuh ko aaiinaa dikhaate hai.n
dar-o-diivaar muskuraate hai.n
aaj ghar, ghar banaa hai pahalii baar
dil me.n hai Khush saliiqagii bedaar
jamaa samaa.N hai aish-o-ishrat kaa
Khauf dil me.n fareb-e-qismet kaa
soz-e-qalb-e-kaliim aa.Nko.n me.n
ashk-e-ummiid-o-biim aa.Nkho.n me.n
chashm-bar-raah-e-shauq ke maare
chaa.Nd ke intazaar me.n taare
(3)
Jis din tum humie
Jis din tum humien borha dekho,
Sabar KRNA aur humien smjhne ki koshish KaRNa...
Jab hum khaate hue gandagi karen aur apne kapre badal na skien,
Tou wo waqt yaad KaRNa jab hum tumhare gande kapre
badlwate the...
Jab hum koi baat bhool jaen tou hum pr tanz na KaRNa,
Aur apna bachpan yaad KaRNa.....
Jab hum boorhe ho kar chal na paeyn tou humara sahara banna,
Aur apna pehla kadam yaad KaRNa.....
Aur agar humare MARNEy k baad tumhara zameer jaage,
Tou humari qabar pe aa kar hum se thori dair baatien kar
lena......
LOVE YOUR PARENTS.....
THEY REALLY NEED.....
(Ã.¯`vÃ.´Ã.¯)
`.Ã.¸.Ã.´ Lover
Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨) Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨)
(Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´ (Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´ .ââ.¬Â¢Ã.´
Ã.¸Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨Ã.¯`ââ.¬Â¢
Princeââ.¬Â
(4)
Apne haathon se y
Apne haathon se yun chehre ko chhupaate kyon ho,
mujh se sharmaate ho tou saamne aate kyon ho,
Tum kabhi meri tarah kar bhi lo
ikraar-e-vafa,
pyaar karte ho tou phir pyaar chupaate kyon ho,
Ashk aankhon mein meri dekh ke rote kyon ho,
dil bhar aataa hai tou phir dil ko dukhaate kyon ho,
In se vaabastaa hai jab mera muqaddar phir tum,
mere shaanon se ye zulf hatate kyon ho,
Roz mar mar ke mujhe jeene ko kahte kyon ho,
milne aate ho to phir laut ke jaate kyon ho ...
(5)
haal-e-Gam un ko
haal-e-Gam un ko sunaate jaayiye
shart ye hai ke muskuraate jaayiye
aap ko jaate na dekhaa
jaayegaa
shammaa ko pahale bujhaate jaayiye
shukriyaa lutf-e-musal_sal kaa magar
gaahe gaahe dil ko dukhaate jaayiye
dushmanon se pyaar hotaa jaayegaa
doston ko aazamaate jaayiye
raushnii mahaduud ho jin kii 'Khumaar'
un charaaGon ko bujhaate jaayiye
(6)
Apney Haathon Say
Apney Haathon Say Yoon Chehrey Ko Chupaatey
Kyun Ho
Mujh Say Sharmaatey Ho To Saamney Aatey Kyun Ho
Tum Kabhi Mairi Tarah Kar Bhi Lo Ikraar-e-Wafa
Pyaar Kartey Ho To Phir Pyaar Chupaatey Kyun Ho
Ashk Aankhon Mein Mairi Daikh Ke Rotey Kyun Ho
Dil Bhar Aata Hai To Phir Dil Ko Dukhaatey Kyun Ho
Inn Say Waabasta Hai Jab Maira Muqadar Phir Tum
Mairey Shaanon Say Ye Zulf Hatatey Kyun Ho
Roz Mar Mar Ke Mujhey Jeeney Ko
Kehtey Kyun Ho
Milney Aate Ho To Phir Lot Ke Jaatey Kyun Ho ......!
(7)
tere hote hue mah
tere hote hue mahafil me.n jalaate hai.n chiraaG
log kyaa saadaa hai.n suuraj ko dikhaate
hai.n chiraaG
apanii maharuumiyo.n pe sharmindaa
hai.n
Khud nahii.n rakhate to auro.n ke bujhaate hai.n chiraaG
bastiyaa.N chaa.Nd sitaaro.n pe basaane vaale
kurraa-e-arz bujhaate jaate hai.n chiraaG
kyaa Khabar hai un ko ke daaman bhii bha.Dak uThate
hai.n
jo zamaane kii havaao.n se bachaate hai.n chiraaG
aisii taariikiiyaa.N aa.Nkho.n me.n basii hai.n 'Faraz'
raat to raat ham din ko jalaate hai.n
chiraaG
(8)
Sunte Hain Phir C
Sunte Hain Phir Chhup Chhup Unke Ghar Men Aate Jaate Ho
Insha Saahab Naahaq Jii Ko Vahshat Men Uljhaate Ho
Dil
Kii Baat Chhupaanii Mushkil,Lekin Khuub Chhupaate Ho
Ban Men Daanaa,Shaââ.¬â.¢hr Ke Andar Diivane Kehlaate Ho
Bekal
Bekal Rahte Ho, Par Mehfil Ke Aadaab Ke Saath
Aankh Churaa Kar Dekh Bhii Lete Ho, Bhole Bhii Ban Jaate Ho
Peet Men Aise Laakh
Jatan Hain, Lekin Ek Din Sab Nakaam
Aap Jahaan Men Rusvaa Hoge, Vaaz Hamen Farmaate Ho
Ham Se Naam Junuun Kaa Qaayam, Ham Se Dasht Kii Aabaadii
Ham Se Dard Ka Shikvaa
Karte, Ham Ko Zakhm Dikhaate Ho?
(9)
Na Uss Ko Bhulana
Na Uss Ko Bhulana Mumkin Hai
Na Uss Ko Bhulana Mumkin Hai
Na Chorr Ke Jaana Mumkin Hai
Raahein To
Slamat Hain Jaaney Waaley
Tera Lot Ke Aana Mumkin Hai
Bin Us Ke rehna Mushkil Hi Sahi
Maira Tanha Mar Jaana Mumkin Hai
Hum khaatey Hain Jaan Ke
Maatein Aksar
WaRNa Unn Ko Haraana Mumkin Ha
(10) Humne Bhukhe Rahekar Aapko Mil
Humne Bhukhe Rahekar Aapko Milaya Phone,
Aapne khaate Hue Puchha Hum Aapke Hain Kaun ?

Read new/updated khaate sms. No doubt, its biggest collection of khaate mobile messages on internet. You can subscribe khaate sms and get newly added khaate text messages to your email as well. Keep visiting this page as latest urdu khaate sms will be coming soon. There are many Urdu khaate SMS lovers who are eager to share Urdu khaate SMS with you;)
Post to Forum :