Latest lagaya Sms and lagaya Shayari
Urdu Lagaya Sms
This is the best collection Urdu Lagaya Poetry, Hindi Lagaya Shayari and latest Lagaya Sms in Urdu. We have selected all sms & shayari collection related to keyword "Lagaya" online here. You can read Lagaya hindi sms, Lagaya poetry online and best Lagaya poetry in urdu
(1) Yaha masum chehre bhi loot let
Yaha masum chehre bhi loot lete hai
Jab bikhare tut kar toh ehsaas hua,
Har kisi se itna dil lagaya nahi karte,

(2)
Raaz-E-Dil AaM Kar Gaye Aan
Raaz-E-Dil AaM Kar Gaye Aansu,
GhaM Ko BadnaaM Kar Gaye Aansu,
Aaj Usne Bhi Haal Puchh Liya,
Aaj To KaaM Kar Gaye Aansu,
Log Phoolon Ke Sath Pahuche The,
Aur HuM ThaaM Kar Gaye Aansu,
HuM Kisike Na The Magar HuMko,
Aap Ke NaaM Kar Gaye Aansu,
Har Kisi Ne Lagaya DaaM,
GaM Ko NilaaM Kar Gaye Aansu,
Dhund Si Chha Gayi Hai Aankhon Mein,
Har Taraf ShaaM Kar Gaye Aansu,
Baat Mein Bhi Bahut Asar Tha,
Aur Kuch KaaM Kar Gaye Aansu,
Shayri Sirf Shayri Thi,
Usko IlzaaM Kar Gaye Aansu....
(3)
Mujhe khabar thi woh mera n
Mujhe khabar thi woh mera nahin paraya tha
Per dharkanon ne Usi ko Khuda banaya tha
Main khawab khawab jise doondhta phira barson
Woh ashk ashk meri aankh mein samaya tha
Tera qasoor nahin jaan ,meri tanhayi
Yeh roag main ne hi khud jaan ko lagaya tha
(4) Phir kisi yad nay shab bhar ha
Phir kisi yad nay shab bhar hay jagaya mujh ko
Kiya saza di hay mohabat nay
khudaya mujh ko
Din ko aaram hay na rat ko hay chain kabhi
Janay kis khaak say qudrat nay banaya mujh ko
Dukh to yeh hay keh zamanay main milay ghair sabhi
Jo mila hay woh mila ban kay paraya mujh ko
Jab koi bhi na raha kandha meray ronay ko
Ghar ki deewaron nay seenay say lagaya mujh ko
Youn to umeed-e-wafa tum say nahein hay
koi
Phir charaghon ki tarah kis nay jalaya mujh ko
Bewafa zindagi nay jab chorh diya hay
tanha
Maut nay payar say pehloo
main bithaya mujh ko
Woh diya hoon jo mohabat nay jalaya tha
kabhi
Gham ki andhi nay sar-e-sham bujhaya mujh ko
Kaisay bhoolon ga wohi wasl kay lamhay
Yad aata raha zulfon ka hi saya mujh ko
(5)
Wo pyar ka suboot dikhaya k
Wo pyar ka suboot dikhaya krta tha
ansu baha k hmain manaya krta tha
ye zindgi sirf tum se wabasta ha
aksar ye bat hamain bataya krta tha
us ki baton ma kuch aisa asar tha jana
ma barish k bina hi bheeg jaya krta tha
sone ki fursat kse thi Farhan
wo hamain sari raat jagaya krta tha
bechani jb had se barh jati
wo jee bhar k gale lagaya krta tha
wo itni muhabbat KRNe wala badal kaise gaya?
Jo har bat pe mari qasm khaya krta tha!!!
(6) Ek aurat murgi walay k pas gai
Ek aurat murgi walay k pas gai..or boli koi achi c murgi
dikhao?..
Murgi wallay ne pehli murgi dikhai.
Orat ne
uskay neechay hath lagaya
or boli nai ye karachi ki hai koi or dikhao,
Dusri murgi k
neechay hath laga k boli ye faisalabad ki hai,
Teesri murgi k neechay hath laga k boli haan ye Lahore ki hai,ye de do..
Pesay denay k bad orat boli ay bhai tum kahan k ho..?
Murgi wala sharmatay huay, ab ye bhi ap khud hi check kar ke bta di jiye.
(7) Wo pyar ka suboot dikhaya krta
Wo pyar ka suboot dikhaya krta tha
ansu baha k hmain manaya krta tha
ye zindgi sirf tum se wabasta ha
aksar ye bat hamain
bataya krta tha
us ki baton ma kuch aisa asar tha jana
ma
barish k bina hi bheeg jaya krta tha
sone ki fursat kse thi
Farhan
wo hamain sari raat jagaya krta tha
bechani jb had
se barh jati
wo jee bhar k gale lagaya krta tha
wo itni
muhabbat KRNe wala badal kaise gaya?
Jo har bat pe mari qasm
khaya krta tha!!!
(8)
Tarzan k akhree alfaz kia t
Tarzan k akhree alfaz kia thy?
Darakhto ki jholti shakho pr grees kis kambakht ny lagaya tha.

(9)
Roza hai ?
Nahi ?
Roza hai ?
Nahi ?
Kion Nahi rakha roza ?
Wo mein ny 3 bajy ka alarm lagaya tha
wo din k 3 bajy baja
es liyay roza nahi rakha

(10) Raaz-E-Dil AaM Kar Gaye Aansu,
Raaz-E-Dil AaM Kar Gaye Aansu,
GhaM Ko BadnaaM Kar Gaye Aansu,
Aaj Usne Bhi Haal Puchh Liya,
Aaj To KaaM Kar Gaye Aansu,
Log Phoolon Ke Sath Pahuche The,
Aur HuM ThaaM Kar Gaye Aansu,
HuM Kisike Na The Magar HuMko,
Aap Ke NaaM Kar Gaye Aansu,
Har Kisi Ne Lagaya DaaM,
GaM Ko NilaaM Kar Gaye Aansu,
Dhund Si Chha Gayi Hai Aankhon Mein,
Har Taraf ShaaM Kar Gaye Aansu,
Baat Mein Bhi Bahut Asar Tha,
Aur Kuch KaaM Kar Gaye Aansu,
Shayri Sirf Shayri Thi,
Usko IlzaaM Kar Gaye Aansu....:(
Go To Page >> [1] [2] [3] [4] [5] [6] [7] [8] [9] [10] [11] [12] [13] [14] [15] [16] [17] [18] [19] [20] [21] [22] [23] [24] [25] [26] [27]
Read new/updated lagaya sms. No doubt, its biggest collection of lagaya mobile messages on internet. You can subscribe lagaya sms and get newly added lagaya text messages to your email as well. Keep visiting this page as latest urdu lagaya sms will be coming soon. There are many Urdu lagaya SMS lovers who are eager to share Urdu lagaya SMS with you;)
Post to Forum :