Latest mehnat Sms and mehnat Shayari
Urdu Mehnat Sms
This is the best collection Urdu Mehnat Poetry, Hindi Mehnat Shayari and latest Mehnat Sms in Urdu. We have selected all sms & shayari collection related to keyword "Mehnat" online here. You can read Mehnat hindi sms, Mehnat poetry online and best Mehnat poetry in urdu
(1)
True Love...
Boy: Mere pa
True Love...
Boy: Mere pas Apne Dost Jesi Car to Nhi Pr TmhY Apni palkon pr
bitha k Ghomaon Ga,
Mere pas us Jesi Bri kothi to nhi Pr tmhY apne Dil Me Jga Don Ga,
Mere Pas us jitne paise to Nhi
Pr Me mehnat Mazdori Kr k khelaon ga
Ab Btao Tumhe kia Chahiye
Girl: Tumharay Dost Ka Number
(2)
Aaj deedar,
kal y
Aaj deedar,
kal yaar,
parson pyaar,
phir iqraar,
aur phir
intezaar,
phir takraar,
phir daraar,
saari mehnat bekaar,
aur aakhir mein
Ek aur devdas at beer bar!

(3)
{Jawab zaror dena
{Jawab zaror dena}
1.QISMaT aur mehnat ME SE QABL-E-ATBAR CHEEZ KONSI Ha?
Ans:
2.DUNIA KA SB Se PYARA RISHTA KONSA
Ha?
Ans:
3. DUNIA KI SB Se BRi HAQeeQaT KONSI Ha?
Ans:
4.Mohabat KA DOSRA NAaM KIA Ha?
Ans:
5.Nafrat Kab Paida HOTI Ha?
(4)
!!â€Â
!!ââ.¬ÂÃ.¤ââ.¬ÂMAAââ.¬ÂÃ.¤ââ.¬Â!!
Koi Bataye Is Lafz Ka Matlab..
: Piyar
: Wafa
: Qurbani
:
Mohabbat
: Parwa
: Lagan
: Sachai
: Khuloos
: Pakeezgi
: Sakoon
:
Khidmat
: mehnat
: Dua
: Saaya
: Dost
: Hamdard
: Rehnuma
: Ustad
: Be-Garz
: Masomiyat
: Eââ.¬â.¢badat
: Eââ.¬â.¢maan
: Diyanat
: Jazba
Or
: Jannat.
Ye Sb Meri MAA Ki Khubiyon Ki 1 Jhalak Hy
W
a MAA Ki Khubiyan
To Itni Hain K Lafz Khatm Ho Jain
Magr MAA Ki Tareef Poori Naho.
Aap MAA Ko Khush
Rakhain
ALLAH Aap Ko Khush Rakhy Ga.
(Ã.¯`vÃ.´Ã.¯)
`.Ã.¸.Ã.´ lover
Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨)
Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨)
(Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´ (Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´ .ââ.¬Â¢Ã.´
Ã.¸Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨Ã.¯`ââ.¬Â¢
Prince'
(5)
2010 A.D
Aik Baba
2010 A.D
Aik Babarkat Saal.....
Saal ki Ibtada Friday,
Saal ki Intaha B Friday,
Eid ul Fit'r B Friday,
Eid ul Azha(3rd) B Friday,
Eid Milad-un-Nabi B Friday,
Shab-e-Me'Raaj B Friday,
Is saal Log Juma Ki
Namaz 52 Weeks
me 53 Martaba Parehain Gay,
Ye
Saal mehnat Or Kamyabi Ka Saal hy,
INSHALLAH.....
(6)
Allah : Insan k s
Allah : Insan k sath hai or log usayaasmano per
talash kerte hain
Jannat :Maa k kadmo tale hai or log usay doosre naikion me talsh kerte hain
Imaniat-e-Qalb:Allah k ziker ma hai or log usay fiker me talsh kerte hain
Sehat:Rohaniyat k irtaqa ma hai or log usay dawayon me dhoondte hain
Nemat:Allah k shuker me hai or log usay Hirs me talash kerte
hain
Rizq:Sakhawat me hai or log isay mehnat me talash kerte hain........
(7)
qadam barhaoâ
qadam barhaoââ.¬Â
ââ.¬Â
Hath milao
pakistan bantay jao
her ik fard hai pakistan
pakistan ki hum pehchaan
pakistan
hamari jaan
her ik fard hai pakistan
waqt hai kathin
chahiye janon
mulk o qoam ko
aao kar dein surkhuru
bharhayein apnay watan ki shaan
her ik fard hai pakistan
manzil ki justaju
dil
mein hum rakhein
mehnat karein sabhi
maza jeet ka chakhein
karein taskheer her maidaan
her ik fard hai pakistan
pakistan ki hum pehchaan
pakistan hamari jan
her ik fard hai pakistan
(Ã.¯`vÃ.´Ã.¯)
`.Ã.¸.Ã.´ Lover
Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨) Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨)
(Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´ (Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´ .ââ.¬Â¢Ã.´
Ã.¸Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨Ã.¯`ââ.¬Â¢
Princeââ.¬Â
(8)
Betay ko saza
Betay ko saza de k ajab haal hua hay
Dill pehron mera karab k dozakh main jala hay
Aurat ko samajhta tha jo mardon ka khilona
Uss shakhs ko damad bhi wesa he mila hay
Har
ehl e hawas jaib main bhar laya hai pathar
Hamsaaye ki berri pey abhi boor para hay
Ab tak merey aasaab per mehnat hay musallat
Ab tak merey kaanon main machinoon ki sada hay
Aey Raat! mujhay maan ki tarah Goad main le ley
Din bhar ki mushaqqat se badan toot raha hey
Shayad main Ghalat Doar main
utra hoon zameen per
Har Shakhs Tahhayyur se mujhay dekh raha hay
Atraaf main baareesh buzurgon ka hay
pehra
Aur Beech main sehma hua Tanveer Khara Hay
(9)
Yeh Watan To Hai
Yeh Watan To Hai Jannat ApniTera Chand Mera TaraTujh Se Har Dum Shaan Hai ApniDes Yeh Sab Se PyaraToo Hai Mera Pakistan ; Too Hai Mera Pakistan Too Hai Mera Pakistan ; Too Hai Mera Pakistan
mehnat Ki Jeeti Tasweer
Apna Yeh
Kissaan Hai
Des Ki Izzat Azmat Rakhe
Apna Fauji Jawan Hai
Allah ne Jo Rehmat Bakhshi
Tera Ishq Mera
Pyara
Tujh Se Har Dum Shaan Hai Apni
Des Yeh Sab Se Pyara
Too Hai Mera Pakistan ; Too
Hai Mera Pakistan
Too Hai Mera Pakistan ; Too Hai Mera Pakistan
Nagar Nagar Khush hali Aaye
Sheher Sheher Ujala Ho
Is Duniya Mein Sab Se Aage
Apna Pakistan Ho
Apni
Duaoon Ka Hasil Hai
Hum Ko Hai Jaan Se Pyara
Tujh Se Har Dum Shaan Hai Apni
Des Yeh Sab Se Pyara
Too Hai Mera Pakistan ; Too Hai Mera Pakistan
Too Hai Mera Pakistan ; Too Hai Mera Pakistan
(10)
Koi zabt de na ja
Koi zabt de na jalal de,
Mujhe sirf itna kamal de,
Mai har ek ki sada banun,
K zamana meri misaal
de,
Teri rehmaton ka nuzool ho,
Meri mehnaton ka sila milay,
Mujhe maal o zar ki hawas na ho,
Mujhe bas tu rizq e halal de,
Mere zehen mai Teri fikr ho,
Meri
saans mai Tera zikr ho,
Tera khauf meri nijaat ho,
Sabhi khauf dilse nikal de,
Teri bargaah mai Aay Khuda meri roz o shab hai yahi Dua,
Tu Raheem hai Tu Kareem hai,
Tu sabhi balaa'on ko taal de.
(AAMEEN)
Go To Page >> [1] [2] [3] [4] [5] [6] [7] [8] [9]
Read new/updated mehnat sms. No doubt, its biggest collection of mehnat mobile messages on internet. You can subscribe mehnat sms and get newly added mehnat text messages to your email as well. Keep visiting this page as latest urdu mehnat sms will be coming soon. There are many Urdu mehnat SMS lovers who are eager to share Urdu mehnat SMS with you;)
Post to Forum :