Latest milaya Sms and milaya Shayari
Urdu Milaya Sms
This is the best collection Urdu Milaya Poetry, Hindi Milaya Shayari and latest Milaya Sms in Urdu. We have selected all sms & shayari collection related to keyword "Milaya" online here. You can read Milaya hindi sms, Milaya poetry online and best Milaya poetry in urdu
(1)
I am sorry yaar,
I am sorry yaar, aaj tak maine tujhe avoid kiya,kai bar tujhse bat nahi ki,tujhse hath nahi milaya,
Sorry yaar mujhe pata nahi tha ki â€Ã.
“AIDSâ€Ã. chhune se nahi failta.
(2)
Kitni shiddat se
Kitni shiddat se tumhe pane ki koshish ki hai ki,
Har zarre ne mujhe tumse milane ki saazish ki hai,
Kehte hai
agar kisi cheez ko dil se chaho toh,
Saari kayanath
tumhe usse milane ki koshish mein lag jaati hai,
Aaj aap sabne milke mujhe meri chahat se milaya.
(3)
"DIL" Ko "DIL" Se
"DIL" Ko "DIL" Se "milaya" Ap Ne,
"DOOR" Hote Hoe B "APNA" Banaya "AP" Ne,
Kabi "BHOOL" Nai Paenge "AP" Ko,
Kyon K "YAAD"
Rakhna B Sikhaya "Ap" ne.

(4)
Ye Yaad Nahi Kya
Ye Yaad Nahi Kya Kuch KhoOyaââ.¬Â
ââ.¬Â
.
Bus Yaad
Raha Mujhe Pyar HoOwaââ.¬Â
ââ.¬Â
Jub Pyar HoOwa Sub BhoOl Gayeââ.¬Â
ââ.¬Â
..
Ek Yaad
Raha Bus Naam Teraââ.¬Â
ââ.¬Â
ââ.¬Â
..!
Hum Masjid Mandir BhoOl Gayeââ.¬Â
ââ.¬Â
ââ.¬Â
..
Mujhe Yaad Raha Bus Saath Teraââ.¬Â
ââ.¬Â
ââ.¬Â
Kuch SaloOn Ba'ad WoO Hum Se Milayââ.¬Â
ââ.¬Â
ââ.¬Â
.
Mai PoOch Betha, Kya Haal Teraââ.¬Â
ââ.¬Â
..?
WoO Hans K BoOlay, Aey "MOHSIN"ââ.¬Â
ââ.¬Â
ââ.¬Â
ââ.¬Â
..
ToO Ye ToO Bata Kya Naam
Teraââ.¬Â
ââ.¬Â
ââ.¬Â
..?
(5)
baad berson en ga
baad berson en galion se ayi mere bachpan ki
Mahek
laga lo galay khushbo se mahekta aaj bhi wo
chaman hai
main ne khoya tha jo kabhi Mudaton ne
mujhe milaya
Aanso mery kehty hai yehi
mera woh sacha jiwan hai
banati thi jaha mitti k gharonde wo mitti bhi hai yehi
titilioin ke pichay hi guzer jata tha sara din hai
O khala tum batao kaha gayi meri Saheli zarina
O mamo tum batao kaha gayi meri Saheli Anisa
unko bolaona dekho phir se aya jiya ka
bachpan hai
Meri galion ki thi rani aajaa saheli khailge bina fiker o gham
ab jawani ki qalaq se aami ne kerdiya derwaza bandh hai
Koi Laota de mera bachpan jiya kitna masoom tha woh
Meri Goriyaan meri Saheli dhonta bhut aaj mera man hai
(6)
Kya Tareef Karoo
Kya Tareef Karoo Unke Husan Ki
Khuda
Ne Unhe Apne Hattho Se Banaya Hai
Unke Khoobsurat
Cehre Ko
Heere Motiyon Se Sajaya Hai
Unki Haseen Ankho Main
Samandar Ka
Neela Paani Milaya Hai
Unhe Dekh Kar Aisa Lagta
Hai
Jaise Khuda Ne Bus Mere Liye Banaya Hai
Rasham Si Unki Zulfoon
Hontho Ko
Gulab Ke Phoolo Se Sajaya Hai
Chandi Jaisa Unka
Badan
Mashallah Khuda Ne Badha Soch Samajh Ke Banaya Hai
Jab Woh Hasti Hai To Phool Khilkhila Uthte Hai
Jab Woh Chalti Hai To Bhawre Gunguna Uthte Hai
Ab Kya Tareef Karu Rahne Bhi Do Yaroo
Hum To Unki Har Ik
Adda Par Khayal Hai
Pehli He Nazar Main Unse Pyar Ho Gaya
Jabse Dekha Hai Unhe Unka Deewana Ho Gaya
Neend Gayi Ankho Se Chan Bhi Gawaya Hai
Meri Hathoo Ki Lakeero Mein Unka Naam Hi Samaya Hai
(7)
Taqdeer Ne Chaha
Taqdeer Ne Chaha Taqdeer Ne Banaya
Taqdeer Ne Aap Ko Aur Hum Ko Milaya
Khush Naseeb
Thay Aap Ya Woh Pal
Jab Mujh Jaisa Anmol Dost Aap
Ki Zindagi Mein Aaya

(8)
pani Ankh Me bhar
pani Ankh Me bhar K laya Ja skta hy
Ab B Jlta hoa shehr Bachya Ja skta hy
Ik Mohbt Or Wo b nakam Mohbt
Lekin Is se Kam Chla lIya mai ne
DiL Pr pani Pine Aati hyn Umeeden
Is Chashme Me Zehr Milaya Ja skta hy
Mjh Gumnam se Puchty hyn Frhad O Mjnu
Ishq Me Ktna
Nam Kamaya Jaskta hy
Ye Mehtab Ye raat ki Peshani Ka Ghao
Esa Zakham to diL pr Khya ja skta hy
Phata Purana Khwab Hy mera Phr b Tabish
Is me Apna Ap Chupaya Ja skta hy
(9)
"Aansuon ki tarah
"Aansuon ki tarah Nazron se Giraya Usne"
"Apni Khabr Na Mili Kch Äesy Khak M Milaya Usne"
"Ilzaam Mjh Pr Lagaya Mgar Bewafa Khud tha"
"Pehlay Diwana Banaya Phr Mjhy
thukraya Usne"
"Us to Mza Äta He Mjh ko
Satanay M"
"Mujhay Geeli Lakrri ki tarah Jalaya Usne"
"Aaya Na tha Usko Wada Wafa KaRNa"
"Logon ko Jhoota Äpni Wafa ka Qissa Sunaya Usne"
"Tanhaiyon k Dard se khoob WaQif tha Wo Phir B
?Dunya Mein Mujhay
TANHA Banaya Usne.:-
(10)
Jab yad-e-mazy ka
Jab yad-e-mazy kar k roya karogay
TUM,
na neend Aayegi na soya karogay TUM,
us waqt meri yad tumen bahut sataegi,
jab kisi se Aankh milaya karogay TUM
tarpe dil aur
Aah bhi na niklayZaban se,
chup chap Aanson ko
bahaya karogi TUM,
jazbat me Aa ker jaladi meri
sari YADAIN,
ab kis tarah jee ko behlaya karogi
TUM,
STILL ALONE
Go To Page >> [1] [2] [3] [4] [5]
Read new/updated milaya sms. No doubt, its biggest collection of milaya mobile messages on internet. You can subscribe milaya sms and get newly added milaya text messages to your email as well. Keep visiting this page as latest urdu milaya sms will be coming soon. There are many Urdu milaya SMS lovers who are eager to share Urdu milaya SMS with you;)
Post to Forum :