Latest padhne Sms and padhne Shayari
Urdu Padhne Sms
This is the best collection Urdu Padhne Poetry, Hindi Padhne Shayari and latest Padhne Sms in Urdu. We have selected all sms & shayari collection related to keyword "Padhne" online here. You can read Padhne hindi sms, Padhne poetry online and best Padhne poetry in urdu
(1)
Sheetal Sheetal vayu Chali,
Sheetal Sheetal vayu Chali,
Aasman Hua Suhana,
Gadhe Bhi sms padhne Lage,
Shikshit Hua jamana.
Happy Winter Time..

(2)
Phone ek Mandhir,
Phone ek Mandhir,
Sms uska Bhagwan,
Sms bhejne wala Pujari,
Sms padhne wala Bhakt,
Padhkar sms na ka
e
wala
Mandir ke baahar ka Bhikhari.

(3)
mohabbat ka yahii
mohabbat ka yahii tohfaa bohat hai
mere pahluu meN ek shola bohat hai
amar kar luuN agar maiN aaj isko
sadii ke biich ek lamha bohat hai
samandar,
mauj-e-daryaa sab tumhaare
mujhe shabnam kaa ek
qatraa bohat hai
hazaaroN kaarvaaN haiN raaste meN
jo manzil par hai voh tanhaa bohat hai
havas rakhtaa nahiiN
maiN maal-o-zar kii
mujhe ek dard ka sikka bohat hai
kitaab-e-ishq jo padhne lage haiN
to har pahluu se dil taDpaa bohat hai
samajh paaye nahiiN ham us kii baateN
voh hai naadaaN magar
gahraa bohat hai
(4)
Sach Hai Ke Wo Mu
Sach Hai Ke Wo Muhabbat Karta Hai Bahut
Tabhi Har Bat Pewo Mujhse Larta Hai Bahut
Pyaar Ke Dino Mein Tanhai Ka Nahi Hota Ahsas
Bate Ka
e Ko Faqat Aaina Hai Bahut.
Hame Aakhon Ko padhne Ka Hunar De Ya Rab
Dil Ki Bat Kahene Me Wo Jhijhakta Hai Bahut.
Ghoorti Raheti
Hain Tanziya Nigahen Sab Ki
Mere Kabile Me Aajkal
Tera Charcha Hai Bahut
(5)
jis din main is d
jis din main is duniya me aayi,
roti hui aankhen thi meri maa ki,
ghum
k nahi wo khsuhi k the aansun,
aankhen tab nam thi meri maa ki,
us din se roti hai meri maa,
aaj bhi nam aankhen
hain uski,
bachpan me mujhe chalna sikhaya,
maa ne hi maa kehna sikhaya,
mujhe agar
kabhi chot lag jaati,
tab meri maa ki aankh bhar aati,
dard se tab meri maa roti thi,
aaj bhi nam aankhen hain
uski,
jab padhne ko college jaana tha,
aur rehne mujhe hostel jaana tha,
maa ki gili aankhon ne mujhko,
us roz bhi rokna chaha tha,
us din meri
maa royi thi,
aaj bhi nam aankhen hain uski,
(6) Chamka Jo Chota Sa Sitara Hai
Chamka Jo Chota Sa Sitara Hai
Toote Dil Ka Yahi Sahara Hai
Raaz Khulta Hai Waqt padhne Par
Kis Kadar Kaun Kisko Pyaara Hai

(7) Burraaah......
Sara Syllabus P
Burraaah......
Sara Syllabus Padh Liya...
Bas
Books Aur Notes padhne Reh Gaye Hain...

(8) Koun kehta hai ke Faraz ek hi
Koun kehta hai ke Faraz ek hi tha
.?
Jara dil se padhkar to dekh,
uski kalam se likhi huyi har Ibarat padhnewala bhi to Faraz hi hai
..!!!

(9) jis din main is duniya me aayi
jis din main is duniya me aayi,
roti hui aankhen thi meri maa ki,
ghum k nahi wo khsuhi k the aansun,
aankhen tab nam thi meri maa ki,
us din se roti hai meri maa,
aaj bhi nam aankhen hain uski,
bachpan me mujhe chalna sikhaya,
maa ne hi maa kehna sikhaya,
mujhe agar kabhi chot lag jaati,
tab meri maa ki aankh bhar aati,
dard se tab meri maa roti thi,
aaj bhi nam aankhen hain uski,
jab padhne ko college jaana tha,
aur rehne mujhe hostel jaana tha,
maa ki gili aankhon ne mujhko,
us roz bhi rokna chaha tha,
us din meri maa royi thi,
aaj bhi nam aankhen hain uski,
jis din main bani thi dulhan,
tha mujhko duje ghar jaana,
saath apni maa ka chhodke,
tha ek naye ghar ko apnana,
us din meri maa royi thi,
aaj bhi nam aankhen hain uski,
sochti hoon kabhi kabhi main,
kya uska aansu se hai naata,
aaj main usse dur hoon itna,
tab bhi meri maa roti hai,
janam se mere roti rahi hain,
aaj bhi aankhen nam hain uski,
aaj main tere paas nahi hoon,
maa pochhle aaj aansu tu apne,
ek roz mujhe bhi to hai maa banna,
par chahti nahi hoon main yu rona,
ye baat sun k maa fir royi thi,
aaj bhi aankhen nam hain uski...
(10) Insaniyat ka kuchh to khayal k
Insaniyat ka kuchh to khayal kar FARAZ
Kisi mazloom ko apne SMS padhne pe majboor karta kyun hai

Read new/updated padhne sms. No doubt, its biggest collection of padhne mobile messages on internet. You can subscribe padhne sms and get newly added padhne text messages to your email as well. Keep visiting this page as latest urdu padhne sms will be coming soon. There are many Urdu padhne SMS lovers who are eager to share Urdu padhne SMS with you;)
Post to Forum :