Latest pakada Sms and pakada Shayari
Urdu Pakada Sms
This is the best collection Urdu Pakada Poetry, Hindi Pakada Shayari and latest Pakada Sms in Urdu. We have selected all sms & shayari collection related to keyword "Pakada" online here. You can read Pakada hindi sms, Pakada poetry online and best Pakada poetry in urdu
(1)
aisii hii sard sh
aisii hii sard shaam thii vo bhii
jab vo mahandii rachaaye haathon men
apanii aahaT ke Khauf se larazaaN
surKh aaNchal men muuNh chhipaaye hue
apane Khat mujh se lene aaii thii
us kii sahamii huii nigaahon men
kitanii Khaamosh iltijaayeN thiin
us ke chehare kii zard rangat men
kitanii majabuuriyon ke saaye
the
mere haathon se Khat pakadate hii
jaane kyaa soch kar achaanak vo
meraa
shaanaa pakaD kar roii thii
us ke yaaquut rang
honThon ke
kapkapaate hue kinaaron par
saika.Don ankahe fasaane the
sard shaamon men der tak aksar
jab
ye manzar dikhaaii detaa hai
ek lamhaa hinaaii
haathon se
mujh ko apanii taraf bulaataa hai
hamnashiin ruuTh kar naa jaa mujh se
aisii hii sard shaam thii vo
bhii
(2) Lamha lamha waqt guzar jaayega
Lamha lamha waqt guzar jaayega
saat fero ke saath saath aaplse koi bandh yaayega
abhi bhi waqt hai, kisi se affair kar lo,
kya pata kal kaun sa sample,
tumko pakada diya jaayega

(3)
Saawan ka mausam tha
Poonam
Saawan ka mausam tha
Poonam ki raat thi
Mein uske paas tha
Woh mere karib thi
Phir woh mere paas aayi
Aur thodi si ghabraayi
Jab maine uska haath pakada
Toh woh thodi si sharmaayi
Usne kaha aaj hum
Aise bandhan mein bandh jaaye
Jise duniya ki
Koi taakat na tod paaye
Meri khushi ka andaaza
Lagana mushkil tha
Par iske aage jo hua
Woh batana bhi mushkil tha
Usne mera haath
Haatho mein lekar kaha
Yeh toh janam janmo
Ka bandhan hai
Phir mujhe yaad aaya
Woh Saawan ka mausam
Woh poonam ki raat
Yeh to Raksha Bandhan hai!
(4)
Saawan ka mausam tha
Poonam
Saawan ka mausam tha
Poonam ki raat thi
Mein uske paas tha
Woh mere karib thi
Phir woh mere paas aayi
Aur thodi si ghabraayi
Jab maine uska haath pakada
Toh woh thodi si sharmaayi
Usne kaha aaj hum
Aise bandhan mein bandh jaaye
Jise duniya ki
Koi taakat na tod paaye
Meri khushi ka andaaza
Lagana mushkil tha
Par iske aage jo hua
Woh batana bhi mushkil tha
Usne mera haath
Haatho mein lekar kaha
Yeh toh janam janmo
Ka bandhan hai
Phir mujhe yaad aaya
Woh Saawan ka mausam
Woh poonam ki raat
Yeh to Raksha Bandhan hai!
(5) Aisi hi sard sham thi vo bhi
Aisi hi sard sham thi vo bhi
Jab vo mahandi rachaye hathon men
Apani ahat ke khauf se larazan
Surkh anchal men munh chipaye hue
Apane khat mujh se lene ai thi
Us ki sahami hui nigahon men
Kitani khamosh iltijayen thin
Us ke chehare ki zard rangat men
Kitani majaburiyon ke saye the
Mere hathon se khat pakadate hi
Jane kya soch kar achanak vo
Mera shana pakad kar roi thi
Us ke yaqut rang honthon ke
Kapkapate hue kinaron par
Saikadon ankahe fasane the
Sard shamon men der tak aksar
Jab ye manzar dikhai deta hai
Ek lamha hinai hathon se
Mujh ko apani taraf bulata hai
Hamnashin ruth kar na ja mujh se
Aisi hi sard sham thi vo bhi
(6) Macchar ne jo kata... dil main
Macchar ne jo kata... dil main mere junoon tha. Khujli hui itni... dil be sukoon tha. pakada to chod diya yeh soch kar ki.... sale ki ragon main apna hi khoon tha

(7) Macchar ne jo kata... dil main
yle="MARGIN: 0in 0in 0pt">Macchar ne jo kata...
dil main mere junoon tha.
Khujli hui itni...
dil be sukoon tha.
pakada to chod diya yeh soch
kar ki.... sale ki ragon main apna hi khoon tha!

Go To Page >> [1]
Read new/updated pakada sms. No doubt, its biggest collection of pakada mobile messages on internet. You can subscribe pakada sms and get newly added pakada text messages to your email as well. Keep visiting this page as latest urdu pakada sms will be coming soon. There are many Urdu pakada SMS lovers who are eager to share Urdu pakada SMS with you;)
Post to Forum :