Latest sambhal Sms and sambhal Shayari
Urdu Sambhal Sms
This is the best collection Urdu Sambhal Poetry, Hindi Sambhal Shayari and latest Sambhal Sms in Urdu. We have selected all sms & shayari collection related to keyword "Sambhal" online here. You can read Sambhal hindi sms, Sambhal poetry online and best Sambhal poetry in urdu
(1)
Mujh Se door Ho Tu Khud Ko
Mujh Se door Ho Tu Khud Ko sambhaly Rakhna,
Log Pochein Gay Kiyon Preshan Ho Tum,
Kuch Nigahon Se kehna,Zubaan Pe Taaly Rakhna,
Na Khoney Deyna Merey
Beetay Lamhon Ko,
Meri Yaadon Ko Baray Payar Se sambhaley Rakhna,
Tum Loat Aao Ge Itna Yaqeen Hai Mujh Ko,
Merey Liye kuch waqt Nikaley Rakhna,
Hum Ne Kuch Naya Dekha Hai Tum Mein Phir,
Merey Liye Apny Andaaz
Niraley Rakhna.
(2)
Kaisay kahoon k apna bana l
Kaisay kahoon k apna bana lou mujhey
bahoun mein apni sama lou mujhey
Bin tumharey aik pal bhi ab kat-ta nahin
Tum aa ker mujhi say chura lou mujhey
Zindagi tou woh hai sang tumharey jo guzrey
Dunya kay gamoun say
ab chura lou mujhey
Meri sab say gehri khuwahish hou puri
Tum agar pass apnay bula lou mujhey
Yeh kaisa nasha hai jou behka raha hai
Tumhara hoon mein tou sambhalo mujhey
Najanay phir kaisay guzrey gi
zindagani
Agar apnay dil say kabhi tum nikalo mujhey
(3)
Mujh Se door Ho Tu Khud Ko
Mujh Se door Ho Tu Khud Ko sambhaly Rakhna,
Log Pochein Gay Kiyon Preshan Ho Tum
Kuch Nigahon Se kehna,Zubaan Pe Taaly Rakhna,
Na Khoney Deyna Merey
Beetay Lamhon Ko,
Meri Yaadon Ko Baray Payar Se sambhaley Rakhna,
Tum Loat Aao Ge Itna Yaqeen Hai Mujh Ko,
Merey Liye kuch waqt Nikaley Rakhna,
Hum Ne Kuch Naya Dekha Hai Tum Mein Phir,
Merey Liye Apny Andaaz
Niraley Rakhna..
(4) kitni mushkil se kati kal ki m
kitni mushkil se kati kal ki meri raat na pooch
dil se nikli hui honton me dabi baat na pooch
wo kis adaa se merey saamnay se guzraa abhi
kis tarha mainay sambhaley merey jazbaat na pooch
waqat jo badley to insaan badal jaatey hain
kya nahi dikhlaatey yeh gardish-e-halaat na pooch
wo kisi ka ho bhi gaya or mujhey
khabar na hui
kis tarhan usney chudaya hai mujh se haath na pooch
Is tarhan pal mein mujhay begana kar diya usnay
Kis tarhan apno se khaai hai mainey maat na
pooch
ab tera pyaar nahi hai to sanam kuch bhi
nahi
kitni mushkil se bani thi dil ki kayenaat na pooch
(5) Kaisay kahoon k apna bana lou
Kaisay kahoon k apna bana lou mujhey
bahoun mein apni sama lou mujhey
Bin tumharey aik pal bhi ab kat-ta nahin
Tum aa ker mujhi say chura lou mujhey
Zindagi tou woh hai sang tumharey jo guzrey
Dunya kay gamoun
say ab chura lou mujhey
Meri sab say gehri khuwahish hou puri
Tum agar pass apnay bula lou
mujhey
Yeh kaisa nasha hai jou behka raha hai
Tumhara
hoon mein tou sambhalo mujhey
Najanay phir kaisay
guzrey gi zindagani
Agar apnay dil say kabhi tum nikalo mujhey
(6)
Mujh Se door Ho Tu Khud Ko
Mujh Se door Ho Tu Khud Ko sambhaly Rakhna,
Log Pochein Gay Kiyon Preshan Ho Tum,
Kuch Nigahon Se kehna,Zubaan Pe Taaly Rakhna,
Na Khoney Deyna Merey
Beetay Lamhon Ko,
Meri Yaadon Ko Baray Payar Se sambhaley Rakhna,
Tum Loat Aao Ge Itna Yaqeen Hai Mujh Ko,
Merey Liye kuch waqt Nikaley Rakhna,
Hum Ne Kuch Naya Dekha Hai Tum Mein Phir,
Merey Liye Apny Andaaz
Niraley Rakhna..
(7) k Shaks Ki Yaad Kitne Roop Bad
k Shaks Ki Yaad Kitne Roop Badalti Hai
Judaai Ki Raaton Mein Tanhai Bhi Machalti Hai
Kyun Diya
Mohobbat Ka Ye Ajib Sa Dukh
Na Zindagi Kat Ti Hai Na Jaan Nikalti Hai
Usse Bhulane Mein Khud Ko Bhoola Baithay
Magar Soch Ki Har Raah Ussi Se Milti Hai
Ajib Rishta
Bandha Hai Dard Ka Dil Se
Behtay Aansoon Se Dil Ki Halat sambhalti Hai
Mohabbat Ka Ye Safar Aage Badhta
Bhi Kaise
Nafrat Ki Shidat Meri Mohabbat Ko Kuchalti Hai
Kuch Is Tarah Ghamon Ki Daldal Mein Phansay
Khilte Phoolon Ko Jis Tarah Khizan Nigalti Hai
(8) Apni Baaton Mein Merey Naam K
Apni Baaton Mein Merey Naam K Hawaley Rakhna
Mujh Se door Ho Tu Khud Ko sambhaly Rakhna
Log Pochein Gay Kiyon Preshan Ho Tum
Kuch Nigahon Se
Kehna, Zubaan Pe Taaly Rakhna
Na Khoney Dena Mere Beetay Lamhon Ko
Meri Yaadon Ko Baray Payar Se sambhaley Rakhna
Tum Loat Aao Ge Itna Yaqeen Hai Mujh Ko
Mere Liye kuch waqt Nikaley Rakhna
Hum Ne Kuch Naya Dekha Hai Tum Mein Phir
Merey Liye Apny Andaaz Niraley Rakhna..
(9) Adhoray khuwabon k khasta kagh
Adhoray khuwabon k khasta kaghaz sambhal rakhna hisab hoga,
Wafa k rishtay jafa ki rut mein bahal rakhna hisab hoga
Sunehray jazbon ki qadar KaRNa rafaqaton mein waqar rakhna,
Andher
nagri mein dil jala k khayal rakhna hisab hoga
Muhabaton k safeer ban kar jo chahaton k naqeeb ban'na,
Rah-e-wafa mein na tum kisi se malal rakhna hisab hoga
Zamanay bhar ki ye talkhiyan
kion ye jaber kesa ye sabar kion,
Mere liye bus tum apne lub pe sawal rakhna hisab hoga.
(10) Maangey ke chiraghon sey ujala
Maangey ke chiraghon sey ujala nahin karte
palkon sey girey ashk sambhala nahin karte
Ta'khair huwi hai tou koi
waja bhi ho gi
yunh dil mein wahmon ko paala nahin
karte
Phir baad mein rona pare jis ke liye, osko
yunh khuwab jharokon sey nikala nahin karte
Jis shaks ke honton sey hansi cheen li tum ney
kyun Aa ke tum ab oska azaala nahin
karte
Phir oske janazay ko uthana bhi pare ga
yunh sar-e-bazaar izzat uchala nahin karte...!!!
Go To Page >> [1] [2] [3] [4] [5] [6] [7] [8] [9] [10] [11] [12] [13] [14] [15] [16] [17] [18] [19] [20] [21] [22] [23] [24] [25] [26] [27] [28] [29] [30] [31] [32] [33] [34] [35] [36] [37] [38] [39] [40] [41] [42] [43] [44] [45] [46] [47] [48] [49] [50] [51] [52]
Read new/updated sambhal sms. No doubt, its biggest collection of sambhal mobile messages on internet. You can subscribe sambhal sms and get newly added sambhal text messages to your email as well. Keep visiting this page as latest urdu sambhal sms will be coming soon. There are many Urdu sambhal SMS lovers who are eager to share Urdu sambhal SMS with you;)
Post to Forum :