Latest sannate Sms and sannate Shayari
Urdu Sannate Sms
This is the best collection Urdu Sannate Poetry, Hindi Sannate Shayari and latest Sannate Sms in Urdu. We have selected all sms & shayari collection related to keyword "Sannate" online here. You can read Sannate hindi sms, Sannate poetry online and best Sannate poetry in urdu
(1)
Yaadon ki dhund m
Yaadon ki dhund me teri parchai si lagti hai,
sannate mein gunjhti koi shehnai si lagti hai,
Tum kareeb ho to apnapan hai,
VaRNa
seene mein sanse bhi parai si lagtin hai..

(2)
Yaadon ki dhund m
Yaadon ki dhund me teri parchai si lagti hai,
sannate mein gunjhti koi shehnai si lagti hai,
Tum kareeb ho to apnapan hai,
VaRNa
seene mein sanse bhi parai si lagtin hai..

(3)
Khuda jane kahan
Khuda jane kahan se jalwaye jana kahan tak hai
Wahin tak dekh sakta hai nazar jiski jahan tak hai
Hum itni bhi na samjhe aql khoi dil gawan baithe
Ke husn o ishq ki
duniya kahan se hai kahan tak hai
Zameen se aasman
tak ek sannate ka aalam hai
Naheen maalum
mere dil ki viraani kahaan tak hai
Zameen se aasman tak aasman se la makan tak hai
Khuda jane hamare ishq ki duniya kahan tak hai
Niyaz o naaz ki rudad husn o ishq ka qissa
Ye jo kuchh
bhi hai sab unki hamari dastan tak hai
Khayal e yaar ne to aate hi gum kar diya mujhko
Yahi hai ibteda to inteha iski kahan tak hai
Suna hai sufiyon se hamne aksar khanaqahon mein
Ki yeh rangeen bayani Bedam rangeen bayan tak hai
(4)
Subha k ujalay ma
Subha k ujalay main
Soraj ki KIRNun main
Doup ki chawon main
Parendoun k nagmun main
Hawa ki sadauon
main
Kalieon ki adauon main
Gulab ki khshbo main
Jumate patoun ki
sarsarahat main
Sham k madam andere main
Umeed ki arzo k khamosh saware main
Nadiya k behtay Pani Main
Samandar ki pur soz lehron main
Chand
ki chandani main
Asman k taron main
Raat k sannatey main
Raag ki ragni main
Baatoun ki shasahi main
Shama ki kapkapti roshni main
Tanhai k khamosh palon main
Yaadon k banwar main
Adi raat k akri pehar main
Ajiz ki Arzo main kya dekha
MUHABAT
(5)
kabhi dhoop kabhi
kabhi dhoop kabhi chahon ke mailey hein
kabhi bay maqsaad parwazein hein
kabhi
char samat aawazein hein
kabhi tanhai sii kaily
hein
kabhi sannatey bhi jailey hein
kabhi teri mithii yadon kay sang
kabhi dunya kay beich akaily hein
(6)
DUkhOun Kii Shida
DUkhOun Kii Shidatien ZakhmOun Kii Gehraii mUjhey
Dey Do
MaSeeha tUm Sahii Izn e MaSeehaii mUjhey Dey Do
TUm Apni Zaat Mein KhUd AnjUman Ho TUm Ko Kya Gham HAi
Main TAnhA HOn Yeh Bazm e zOuq e TAnhAii MUjhey Dey Do
TUm Apney Dil Key Darwazey MUkaffal ShOuq Sey Kar Lo
Bas Apni Zaat Sey Izn e ShanaSaii MUjhey Dey Do
TUmharey Baad Har Manzar MUjhey Be-Rung Lagta HAi
Yeh Aankhien Cheen Lo Yeh Apni Beenaii MUjhey Dey Do
Main SansOun Mein Samo LOon Ga TUmhrii Har Amanat Ko
Yeh WehShat-Naak sannatey Yeh TAnhAii MUjhey Dey Do
Meri ShOhrat TUmharey Kaam Aa Jaye To Haazir HAi
TUmhien DUnya Ney
BakhShii hAi Jo TAnhAii MUjhey Dey Do
Main Shair hOn Meray Be-Kaif Be-TaSeer LafzOun Ko
Amar Kar Do TUm Apney GhUm Kii Ra?anaii MUjhey Dey
Do
(7)
Mumkin Hai Chor D
Mumkin Hai Chor Doon Ye Muskurana
Agar Aap Ijazat De To Chor Doon Ye Duniya
Magar Na Kehna Ki Yaadon Me Na Aana
Mumkin Nahi Hai Aapke Liye Mujhe Bhool Jana
Raat Ke sannate Me Jo Aap Khamosh Baithe Ho
Koi Hawa
Ka Jhokha Jo Khushbu Ura Ke Layi Ho
Ya Fir Aaftaab
Ki Taraf Ye Aankhen Chali Jaye
To Fir Mumkin Nahi
Ki Hum Yaad Na Aaye
Chaho To Khwabon Ki Duniya Basa Lena
Apne Meh****** Ko Gale Se Lagana
Par Kabhi Chaman Ki Sair Mat KaRNa
Mumkin Hai Ki Har Gulab Me Mera Chehra Nazar Aaye. ââ.šÂ¬Ã‚Â
ââ.šÂ¬Ã‚Â
ââ.šÂ¬Ã‚Â
.
Bas Hamari Yaad Me Do
Aansu Baha Lenaââ.šÂ¬Ã‚Â
kki4u@yahoo.com
(8)
Tum ne kab dekhi
Tum ne kab dekhi hai tanhai aur sannate
ki Aag,
In sholon mein,
Iss dozakh mein hum ne umr guzari hai..

(9) kabhi dhoop kabhi chahon ke ma
kabhi dhoop kabhi chahon ke mailey hein
kabhi bay maqsaad parwazein hein
kabhi char samat aawazein hein
kabhi tanhai sii kaily hein
kabhi sannatey bhi jailey
hein
kabhi teri mithii yadon kay sang
kabhi dunya kay beich akaily
hein

(10) Tanhaai mujhe dasne lagi rnDil
Tanhaai mujhe dasne lagi
Dil ko mere chhalne lagi
Raat ke kaale saaye hai
Zindagi meri bikha
e lagi
Uffff ye dardnaak sannate
Dil ko
mere kasne lage
Teri yaad ki chadar odhe
Tanhaai
meri simatne lagi
Ab aa bhi jaa o harjaai
Ashqon ki ladi tootne lagi
Tere pyaar ki thandi chaaon
Rooh ko betaab ka
e lagi
Tapte hue dil ke sehra main
Yaadon ki jalan phailne lagi
Jalne lage aarzuon ke diye
Waqt bhi karwat badalne lagi....
Na tadpaa tu is tarha sangdil
Saansein bhi ab thamne lagi
"Aarzoo" machal ke tootne lagi
Zindagi ki baazi haa
e lagi..
Read new/updated sannate sms. No doubt, its biggest collection of sannate mobile messages on internet. You can subscribe sannate sms and get newly added sannate text messages to your email as well. Keep visiting this page as latest urdu sannate sms will be coming soon. There are many Urdu sannate SMS lovers who are eager to share Urdu sannate SMS with you;)
Post to Forum :