Latest uthate Sms and uthate Shayari
Urdu Uthate Sms
This is the best collection Urdu Uthate Poetry, Hindi Uthate Shayari and latest Uthate Sms in Urdu. We have selected all sms & shayari collection related to keyword "Uthate" online here. You can read Uthate hindi sms, Uthate poetry online and best Uthate poetry in urdu
(1)
farz karo tum cha
farz karo tum chat per baithe
apne baal sukhatey hoo.
farz karo ke dhoop
ka us din kuch kuch rang gulaabi hooo.
farz karo tum baithe
baithe
gehri souch main kho jao.
baal sukhana choord ke sar
ghutnoon pe rakh kar so jao.
farz karo us
neend main
tum ne dekha asai sapna hooo.
bekal hokar man ye chahey
kaash ye sapna apna hooooo.
farz karo tum khat likhne ko
kaghaz qalam uthatey hoo.
khat likhne se pehle kaghaz
ko
khushboo khoob lagatey hooo.
farz karo alqaab pe
aakar
qalam tumhara ruk jaey.
nazar
tumhai dhak dhak
karke dil ki janib jhuk jaey.
farz karo aik naam likho
aur likh kar kato phir likho.
farz karo sapne afsane khat
ka naam muhabbat
ho.
farz karo hum donon ke dil aik
hi saath dhardakte hooon.
farz karo ye saari baatain
FARZ na KARNI pardti hoon...
(2)
Mehman paanchvaa
Mehman paanchvaa orange uthate hue
bola
aray janab kiya batoon bus zara nazar kamzor ho gayee hai
mezban: jal kar tab hi tum orange ko angoor
samjh kar kha rhe ho tum

(3)
Aabadiyon k dasht
Aabadiyon k dasht ka manzar b ayege
guzro gay shahar say
to mera gher b aye
sairab ho k shaad na ho
rehwana-e-shauq
rastay ma tahangi ka samander b ayega
achi nahi nazakat-e-ahsas is qadar
shisha agar bano gay to pathar b ayega
deer-o-haram ma khak uratey chalay chalo
tum jis k justojo ma ho wo gher b ayege
is wastey uthateyhen kanton k naz hum
in din apne hath gul-e-tar b ayega
rudad-e-ishq iss lye ab tak na ki bayan
dil ma jo dard ha wo zaba'n pa b ayega
baitha ho kab sa kuch-e-qatil ma sr nigun
qatil k hath ma kabhi khanjar
b ayega
jiss din ka muddaton sa hay nushad intezar
kya janey din hamen mayasar b ayega
@!"$ ! L E N T@#^L O V
E R#^!@
(4)
Jo zakhm tu nay d
Jo zakhm tu nay diye thay woh bhertay
jatay hain
Charhay hoay thay jo
dariya utartay jatay
hain
Yeh Ahel_e_shahr_e_wafa hain ajab bahar parust
saroo kay phool faseeloââ.¬â.¢n pay
dhertay jatay hain,
nahi hai aur tu kuch bhi hamaray hatooââ.¬â.¢n main
siva_ye_arz_e_tamman na so kertay jata hain
ajeeb loog hain , yeh ahel_e_intezaar kay jo
khud apni aag main
jul kar saââ.¬â.¢nwertay jatay hain
najanay kaun si basti kay hain yeh bashindey!
nazar uthatey nahi aur
guzertay jatay hain
yeh aaj shaher pay utri hay kis bala ki raat
charaagh apni
lawooââ.¬â.¢n say mukertay jatay hain
darakht shaam ko lagtay hain shaher say amjad
kay shaakh shaakh parinday utartay jatay
hain.
(5)
har shaam jalate
har shaam jalate jismo.n kaa gaa.Dhaa dhuaa.N hai shahar
mar-ghaT kahaa.N hai ko_ii bataao kahaa.N hai shahar
phuTapaath par jo laash pa.Dii hai usii kii hai
jis gaa.Nv ko yaqii.n thaa ki rozii-rasaa.N hai shahar
mar jaa_iye to naam-o-nasab puuchhataa nahii.n
murdo.n ke sil-sile me.n bahut meharabaa.N hai shahar
rah rah ke
chiiKh uthate hai.n sannaaTe raat ko
jangal chhupe hue hai.n vahii.n par jahaa.N hai shahar
bhuuchaal aate rahate hai.n aur TuuTataa nahii.n
ham jaise mufliso.n
kii tarah saKht-jaa.N hai shahar
laTakaa huaa tren ke Dibbo.n me.n subah-o-shaam
lagataa hai apanii maut ke muu.Nh me.n
ravaa.N hai shahar
(6)
jo zakhm tu nay d
jo zakhm tu nay diye thay woh bhertay
jatay hain
charhay hoay thay jo
dariya utartay jatay
hain
yeh ahel_e_shahr_e_wafa hain
ajab bahar parust
sarooo kay phool
faseeloââ.¬â.¢n pay dhertay jatay hain
nahi hai aur tu kuch bhi hamaray hatooââ.¬â.¢n main
siva_ye_arz_e_tamman na so kertay jata hain
ajeeb loog hain , yeh ahel_e_intezaar kay jo
khud apni aag main
jul kar saââ.¬â.¢nwertay jatay hain
najanay kaun si basti kay hain yeh bashindey!
nazar uthatey nahi aur
guzertay jatay hain
yeh aaj shaher pay utri hay kis bala ki raat
charaagh apni
lawooââ.¬â.¢n say mukertay jatay hain
darakht shaam ko lagtay hain shaher say amjad
kay shaakh shaakh parinday utartay jatay
hain.
(Ã.¯`vÃ.´Ã.¯)
`.Ã.¸.Ã.´ Lover
Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨) Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨)
(Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´
(Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´ .ââ.¬Â¢Ã.´ Ã.¸Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨Ã.¯`ââ.¬Â¢
Princeââ.¬Â
(7)
har shaam jalate
har shaam jalate jismo.n kaa gaa.Dhaa dhuaa.N hai shahar
mar-ghaT kahaa.N hai ko_ii bataao kahaa.N hai shahar
phuTapaath par jo laash pa.Dii hai usii kii hai
jis gaa.Nv ko yaqii.n thaa ki rozii-rasaa.N hai shahar
mar jaa_iye to naam-o-nasab puuchhataa nahii.n
murdo.n ke sil-sile me.n bahut meharabaa.N hai shahar
rah rah ke
chiiKh uthate hai.n sannaaTe raat ko
jangal chhupe hue hai.n vahii.n par jahaa.N hai shahar
bhuuchaal aate rahate hai.n aur TuuTataa nahii.n
ham jaise mufliso.n
kii tarah saKht-jaa.N hai shahar
laTakaa huaa tren ke Dibbo.n me.n subah-o-shaam
lagataa hai apanii maut ke muu.Nh me.n
ravaa.N hai shahar
(8)
Ek rishta jo abhi
Ek rishta jo abhi ban raha tha ,
Tutne laga magar banne se pahle.
Ek sahare se uthate the ham,
Gir gaye magar sambhalne se pahle.
Sikhane lage the aap se
muskurana,
Rula diya magar hasne se pahle.
Kadam jo badhen aap ki disha me,
Ruk gaye
wahi chalne se pahle.
Magne ke liye kuchh jo jholi
phailai,
Khich liya haath kuchh dene se pahle.
Hamne jo jalaye ummido ke chirag,
Bujh
gaye magar jalne se pahle.
Kya yahi arth hota hai rishto ka?
Tutana hota hai inhe banne se pahle.
(9)
farz karo tum cha
farz karo tum chat per baithe
apne baal sukhatey hoo.
farz karo ke dhoop
ka us din kuch kuch rang gulaabi hooo.
farz karo tum baithe
baithe
gehri souch main kho jao.
baal sukhana choord ke sar
ghutnoon pe rakh kar so jao.
farz karo us
neend main
tum ne dekha asai sapna hooo.
bekal hokar man ye chahey
kaash ye sapna apna hooooo.
farz karo tum khat likhne ko
kaghaz qalam uthatey hoo.
khat likhne se pehle kaghaz
ko
khushboo khoob lagatey hooo.
farz karo alqaab pe
aakar
qalam tumhara ruk jaey.
nazar
tumhai dhak dhak
karke dil ki janib jhuk jaey.
farz karo aik naam likho
aur likh kar kato phir likho.
farz karo sapne afsane khat
ka naam muhabbat
ho.
farz karo hum donon ke dil aik
hi saath dhardakte hooon.
farz karo ye saari baatain
FARZ na KARNI pardti hoon
(10)
zindagii ko na ba
zindagii ko na banaa le.n vo sazaa mere baad
hausalaa denaa unhe.n mere Khudaa mere baad
haath uthate hue un ke na ko_ii dekhegaa
kis ke
aane kii kare.nge vo duaa mere baad
kaun ghuu.NgaT ko uThaayegaa sitam_gar kah kar
aur phir kis se kare.nge vo hayaa mere baad
phir zamaane me.n muhabbat kii na pur_sish hogii
royegii siskiyaa.N le le ke vafaa mere baad
vo jo kahataa thaa ke 'Nasir' ke liye jiitaa huu.N
us kaa kyaa jaaniye kyaa haal
huaa mere baad
Read new/updated uthate sms. No doubt, its biggest collection of uthate mobile messages on internet. You can subscribe uthate sms and get newly added uthate text messages to your email as well. Keep visiting this page as latest urdu uthate sms will be coming soon. There are many Urdu uthate SMS lovers who are eager to share Urdu uthate SMS with you;)
Post to Forum :