Latest dhalti Sms and dhalti Shayari
Urdu Dhalti Sms
This is the best collection Urdu Dhalti Poetry, Hindi Dhalti Shayari and latest Dhalti Sms in Urdu. We have selected all sms & shayari collection related to keyword "Dhalti" online here. You can read Dhalti hindi sms, Dhalti poetry online and best Dhalti poetry in urdu
(1)
Kisi ki yad dil mai hai,
Kisi ki yad dil mai hai,
koi ehsas baqi hai,
Badalte mosamo k darmyan
ek raz baqi hai,
Abi to mai safar mai hoon,
milen gi manzilen mujh ko,
Magar in raston k beech,
kisi ka sath baqi hai,
Kahin par sham dhalti hai
kahin par rat hoti hai,
Abi to chandni hai
or chand ki rat baqi hai,
Chale ayo kisi din tum,
humara hal bhi dekho,
Humara jism murda hai
magar ek saans baqi hai,
Umeed hai hme phr bhi,
mile ga wo hme ek din,
Khuda par hai bharosa,
Abi KHUDA ki zat baqi hai
(2)
Apni Dharkano Se Kuch Aisay
Apni Dharkano Se Kuch Aisay Mera Naam Lo
Ye Waqt Ruk Jaye Is Lamhay Ko Thaam Lo
Teri Aankhon Mein Jhalak Hai Asi Merey Pyar Ki
Saahil Pe Jesey dhalti Haseen Shaam Ho

(3)
Jub Jub Raat Dhal
Jub Jub Raat dhalti Jati Hai
Dil Ki Kefiet Badalti Jati Hai

(4)
kitni piyaari lag
kitni piyaari lagti hey ââ.¬Â
ik larki ki nazuk chori,
baaââ.¬â.¢nhooââ.¬â.¢n mey jab
machalti hey
sambhaaley nahi sambhalti hey
dil mey chhupey jazbooââ.¬â.¢n key
saaââ.¬â.¢nchey mey jab bhi dhalti hey ,
kitni piyaari lagti hey ââ.¬Â
ik larki ki nazuk chori,
dilooââ.¬â.¢n sey khel jaati hey
khaawbooââ.¬â.¢n ko sajaati hey
raat ki khaamoshi mey jab ââ.¬Â
holey
sey khankhanati hey,
kitni piyaari lagti hey ââ.¬Â
ik larki ki nazuk chori,
(5)
Barishon k Mosam
Barishon k Mosam Main
Dil ki SarZamenon par
Gard Q Bikharti he?
Is Tarah k Mosam main Phool Q Nahi
khiltay?
Log Q Nahi miltay?
Q Faqat ye Tanhayi
sath sath Rehti he?
Q Bicharhne walon ki Yaad sath Rehti he?
Itni Taiz Barish se Dil ke Aainey per se
Aks Q Nahi Dhultay?
Zakhm Q Nahi mit-tay? Neend Q Nahi Aati?
Barishon k Mosam mein Aankhin Q
Barasti hai?
Ashk Q Nahi Thamtay? Subha Q Nahi
hoti?
Raat Q Nahi dhalti?
(6)
Suna hai yaad krt
Suna hai yaad krtay ho
Key jab bhi shaam dhalti hai
Hijr main Jaan jalti hai
Tum apni raat ka aksar
sukoon
barbaad krtay ho.
Suna hai yad krtay ho
Jab panchi loat ate hain
Ghamo ke geet gate hain
"Suno!
tum lout aao na"
yehi faryad krte ho
Suna hai yaad krtay ho.
Sitaare jab falak pe jagmagate hain
Woh beetay hoe pal khob rulate hain.
Tum us dam apni aankhon
main
Mjhe Aabad krtay ho,
Suna hai yaad krtay ho
Mjhe tum yaad krtay ho.
(Ã.¯`vÃ.´Ã.¯)
`.Ã.¸.Ã.´ Lover
Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨)
Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨)
(Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´ (Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´ .ââ.¬Â¢Ã.´
Ã.¸Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨Ã.¯`ââ.¬Â¢
Princeââ.¬Â
(7)
Chashm-e-Saqi ne
Chashm-e-Saqi ne ye kia khel recha rakha hai
Koi "ZAHID" koi Mey-khar bna rakha hai
Jo
phansa phir na kabhi us ne rehai mangi
Teri Zulfoon ne ajab jaal bicha rakha hai
Hussn ho,Ishq ho dono ka asar yaksaan hai
Chez hay 1 magar Naam juda rakha hai
Sar se dhalti hain to shano pa bikhar jati hain
Tu ne
ZULFFON ko bara sar pa charra rakha hai
Teri makhmoor Nigahon se hai Ronak sari
WaRNa "SAQI" tere My-Khaney mein kya
rakha hai.....
(8)
dasht parta hai m
dasht parta hai miyan ishq mein ghar se pehle
chal diye uth k su-e-shahar-e-wafa ku-e-habib
puch lena tha kisi khak basar se pehle
ishq pehle bhi kiya hijr ka gam bhi dekha
itne tarpe hain na ghabraye na tarse pehle
ji bahalta hi nahin ab koi saat koi pal
rat dhalti hi nahin char pahar se pehle
ham kisi
dar pe na thithak na kahin dastak di
saikaron dar the meri jan tere dar se pehle
chand se ankh mili ji ka ujala jaga
ham ko so bar hui subah sahar se pehle
(9)
Dhalti sham ka kh
dhalti sham ka khula ehsas ha,meray dil ma teri jaga kuch khas ha,tu
nahi hay yahan maloom ha mujhay,magar dil keh raha ha ka tu yahi as pas
ha

(10)
Zindagi mein pyaa
Zindagi mein pyaar hai tujhse,
Jeene
ka har woh irada hai tujhse,
Chahat ke har woh lamhe ,
Pyaar ke har woh pal,
Bas guzaaroon main tujhse ,
Yehi hai ab tamanna meri ,
Jeeloon tere
saath, main mere aakhri saans takh.
Subah ki pehli kiran mein,
Shaam ki dhalti sooraj mein,
Raat ki kaali ghaata mein,
Subah se leekar shaam tak,
Bas ek khayaal aata hai dil mein,
Chehra tera
chaya rehta hai dil mein,
Dil ke is haal ko mein
kaise zahirr karoon,
Kya hai tu mere zindagi mein
kaise kahoon,
Har tamanna , har khaawish, har khawaab tujhse hai juraa,
Har sooch , har iraada ,har who dil ki baat tujhse hai
kahaa,
Bas kehdoon agar ek pal mein to
ooo-sanam tere bina main nahin.
(Ã.¯`vÃ.´Ã.¯)
`.Ã.¸.Ã.´ Lover
Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨) Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨)
(Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´ (Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´ .ââ.¬Â¢Ã.´
Ã.¸Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨Ã.¯`ââ.¬Â¢
Princeââ.¬Â
Go To Page >> [1] [2] [3] [4] [5] [6]
Read new/updated dhalti sms. No doubt, its biggest collection of dhalti mobile messages on internet. You can subscribe dhalti sms and get newly added dhalti text messages to your email as well. Keep visiting this page as latest urdu dhalti sms will be coming soon. There are many Urdu dhalti SMS lovers who are eager to share Urdu dhalti SMS with you;)
Post to Forum :