Latest gardish Sms and gardish Shayari
Urdu Gardish Sms
This is the best collection Urdu Gardish Poetry, Hindi Gardish Shayari and latest Gardish Sms in Urdu. We have selected all sms & shayari collection related to keyword "Gardish" online here. You can read Gardish hindi sms, Gardish poetry online and best Gardish poetry in urdu
(1)
Rooh mein teri chahat ki ta
Rooh mein teri chahat ki tasbeeh chalti he
Isi gardish mein KHALIQ se na behak jaon
Tum ho avezan mere tanbadan me kuch istarah
Log smjh lete hen pagal pan jidhar jaon
Ik tum hi tum ho mere dilo dmagh ki hr teh me
Wajood b ab akse talash he JANU kidhar jaon?
Ik tum ho jisse fursat nahi mujhe se uljhne mein
Ik mein hon tmhari iss ada mein nikhrta jaon
Kitne zakhm jheele hen tmhen apna bnane me ae humdam
Tum phir b na mano to kya qabar mein utar jaon
Uss dehleez pe la khra kya mujhe tmhari muhabat ne
Peeche haton to apne zmeer ki sooli pe latak jaon
Janu janu janu janu pukarti hen hr dam sanse meri
Aur tum ho meri jan ye sabat KRNe ab kahan jaon???????
Chle ja raha hon sunsan raston pr teri talash me janu
Tere naqshe pa ko dhondne kidhar kidhar jaon
Teri talash rakhti he mujhe serab ki manind
Ke pyar ke sehra me tujhe hasil KRNe barhta jaon
Hr qadam pe lgta he tum samne ho meri jan
In ankhon mein basi he trri pyas kahan tk jaon
Asman ki wusaton mein takta rehta hon
Kahin sitaron ki tarah khlaon me na bikhr jaon
Chand ko dekhon to shbeeh bnti he teri
Phir dil machalta he mera uski janib urta jaon
Ciggrette pita hon to kuch dasne lgta he mujhe
Itni lazat milti he ke madhoshi me peeta jaon
Teri aghosh ki tapash bechen rakhti he hr pal
Apne honton pe bikhri teri lazat me machalta jaon
Tm hr pal hr dam hr qadam hr simat rhti ho
Tm hi bolo meri jaan mein kahan jaon kahan jaon??????????
Ciggrette pita hon to kuch dasne lgta he mujhe
Itni lazat milti he ke madhoshi me peeta jaon
Teri aghosh ki tapash bechen rakhti he hr pal
Apne honton pe bikhri teri lazat me machalta jaon
Tm hr pal hr dam hr qadam hr simat rhti ho
Tm hi bolo meri jaan mein kahan jaon kahan jaon??????????
(2) kitni mushkil se kati kal ki m
kitni mushkil se kati kal ki meri raat na pooch
dil se nikli hui honton me dabi baat na pooch
wo kis adaa se merey saamnay se guzraa abhi
kis tarha mainay sambhaley merey jazbaat na pooch
waqat jo badley to insaan badal jaatey hain
kya
nahi dikhlaatey yeh gardish-e-halaat na pooch
wo kisi ka ho bhi gaya or mujhey
khabar na hui
kis tarhan usney chudaya hai mujh se haath na pooch
Is tarhan pal mein mujhay begana kar diya usnay
Kis tarhan apno se khaai hai mainey maat na
pooch
ab tera pyaar nahi hai to sanam kuch bhi
nahi
kitni mushkil se bani thi dil ki kayenaat na pooch
(3)
Teri Ibtida Koi Or Hy
Ter
Teri Ibtida Koi Or Hy
Teri Intiha Koi Or H
Teri Bat HumSe Hui To Kya
Teri Soch Mai Koi Or Hy
Hame Shouq Tha Bari Dair Se
K Tere Sharek-e-Sfar Rahain
Tere Sath Chal k Khabar Hui Tera Rasta Koi Or Hy
Tujhe Fikr Hy k Badal Dia Muje gardish-e-ShAb-o-Roz Ne
Kabhi Khud Se b To Sawal Kr
Tu Wohi Hy Ya Koi Or Hy.
(4)
Kya Faayda Hua hai Ab Intaz
Kya Faayda Hua hai Ab Intazaar Karke ?
gardish me aa gayey hain..
Hum Tumse Pyar Karke..
Is Daur me Wafa ka ..
Hum Karobaar Karke....
Sunnat nibha rahe hai..
Dushman se Pyar Karke....

(5)
Uljhay huay hain
Uljhay huay hain gardish-e-Doraan mein Aaj kal..!
Tum Ye Na Samajhna k Talluq nahi raha...!!

(6)
Kya Faayda Hua ha
Kya Faayda Hua hai Ab Intazaar Karke ? ?
gardish me aa gaye
hai..Hum Tumse Pyar Karke..
Is Daur me Wafa ka
..Hum Karobaar Karke....
Sunnat nibha rahe hai..Dushman se Pyar Karke....

(7)
~ Ye Hijar Kya Ha
~ Ye Hijar Kya Hai , Wisal Kya Hai,,
Ye
gardish-e-Maah-o-Saal Kya Hai,,
Ye Jumla Rasmi Sahi Magar Tum,,
Kabhi To Poocho K Haal Kya hai..!!?:

(8)
Kya Ho tum ?
Cha
Kya Ho tum ?
Chalo mein batao kya ho tum,
Meray liye meri
duniya ho tum,
Chu kar jo guzri woh hawa ho tum,
Mein ney jo mangi woh dua ho tum,
Karey mujh ko jo roshan woh diya ho tum,
Dil yeh kahey mera
jiya ho tum,
Kiya mein ney mahsoos woh ehsaas ho tum,
Meray honto ki pyaas ho tum,
Meray baahon ki aas ho tum,
Meri nazar ki talaash ho tum,
Meri zameen ka akaash ho tum,
Meray chehrey ki
kashish ho tum,
Meray sitaron ki gardish ho tum,
Meri zindagi ka karaar ho
tum,
Mein ney jo chaha woh pyaar ho tum,
Meray intizaar ki raahat ho tum,
Meray dil ki chaahat ho tum,
Tum ho to yeh duniya hai meri,
kaisey kahoo key meri kiya ho tum !
(Ã.¯`vÃ.´Ã.¯)
`.Ã.¸.Ã.´ Lover
Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨) Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨)
(Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´ (Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.´ .ââ.¬Â¢Ã.´
Ã.¸Ã.¸.ââ.¬Â¢Ã.¨Ã.¯`ââ.¬Â¢
Princeââ.¬Â
(9)
Zindagi K Safar M
Zindagi K Safar Main gardishon Ki Dhuop
Main
Jab Koi Saya Nahin Milta To Yad Ati Hai
Maan
-
Piyaar Kehtey Hain Kisey Our Mamta Kya Chiiz Hai
Koi Un Bachon Say Puche Jin Ki
Marr Jati Hai Maan
-
Dair Ho Jati Hai Ghar Ane Main Aksar Jab Humain
Rait Par Machali Ho Jaisey Aisey Tarapti Hai Maan
Martey Dum Jab Bacha Na Aye Agar Pardes Say
To Apni Dono Putliyan Chokhat Pe Rakh Jati Hai Maan
-
Fikar
Main Bachon Ki Kuch Is Tarha Ghul Jati Hai Maan
Nujawaan Hote Huway Bhi Bhuri Nazar Ati Hai Maan
-
Samney Bachon Ke Khush Rehti Hai Har Haal Main
Rat Ko Chup Chup Ke Ansoo Bahati Hai Maan
-
Sal Bahr
Main Ya Kabhi Hafte Main Jum-e-Rat Ko
Zindagi Bhar Ka Sila Aik ?Faat-e-Haa? Pati Hai Maan
WE MUST RESPECT OUR PARENTS
............ .........
(10)
raat aa_ii hai ba
raat aa_ii hai balaao.n se rihaa_ii degii
ab na diivaar na zanjiir dikhaa_ii degii
vaqt guzaraa hai pa mausam
nahii.n badalaa yaaro
aisii gardish hai zamii.n Khud bhii duhaa_ii degii
ye dhundalakaa saa jo hai us ko Ganiimat jaano
dekhanaa phir ko_ii suurat na sujhaa_ii degii
dil jo TuuTegaa to ik turfaa tamaashaa hogaa
kitane aa_iino.n me.n ye shaql dikhaa_ii degii
saath ke ghar me.n ba.Daa
shor barpaa hai 'Anwar'
ko_ii aayegaa to dastak na
sunaa_ii degii
Anwar Masood
Go To Page >> [1] [2] [3] [4] [5] [6] [7] [8] [9] [10] [11] [12] [13] [14] [15] [16] [17] [18] [19] [20]
Read new/updated gardish sms. No doubt, its biggest collection of gardish mobile messages on internet. You can subscribe gardish sms and get newly added gardish text messages to your email as well. Keep visiting this page as latest urdu gardish sms will be coming soon. There are many Urdu gardish SMS lovers who are eager to share Urdu gardish SMS with you;)
Post to Forum :