Latest milana Sms and milana Shayari
Urdu Milana Sms
This is the best collection Urdu Milana Poetry, Hindi Milana Shayari and latest Milana Sms in Urdu. We have selected all sms & shayari collection related to keyword "Milana" online here. You can read Milana hindi sms, Milana poetry online and best Milana poetry in urdu
(1) Yeh Rog Ishq Ka Bahut Bura Hai
Yeh Rog Ishq Ka Bahut Bura Hai Dosto,
Aap Is Rog Se Khud Ko Bacha Lena,
Agar Hansi Koi Najrein milana Bhi Chahe,
Toh Aap Najron Ko Apni Hata Lena.

(2)
Yeh tera mera milna
Yun d
Yeh tera mera milna
Yun dilon ka khilna
Yeh hai khuda ki marzi
Yun hi nahi hain yaar
Yeh tera paas aana
Yun nazarein milana
Yeh hai khuda ki marzi
Yun hi nahi hai yaar
Tere bin, tere bin dil naiyo lagta
O Tere bin tere bin dil naiyo lagta
Tere bin, tere bin dil naiyo lagta
O Tere bin tere bin dil naiyo lagta
Yeh tera mera milna
Yun dilon ka khilna
Yeh hai khuda ki marzi
Yun hi nahi hain yaar
Yeh tera paas aana
Yun nazarein milana
Yeh hai khuda ki marzi
Yun hi nahi hai yaar
Tere bin, tere bin dil naiyo lagta
O Tere bin tere bin dil naiyo lagta
Tere bin, tere bin dil naiyo lagta
O Tere bin tere bin dil naiyo lagta
Dhadkan ki madhoshiyan
Badhti hain nazdeekiyan ek bahaane se
Ek tu hai bekhabar
Baaki sab ko khabar hai jahaanon mein
Saari uameed meri
Hongi mukammal tere ek nibhane se
Jodi sab ki milaaye
Rab jodiyan banaaye aasmanon mein
Aasmanon mein
Yeh tera mera milna
Yun dilon ka khilna
Yeh hai khuda ki marzi
Yun hi nahi hain yaar
Tere bin, tere bin dil naiyo lagta
Ho Tere bin tere bin dil naiyo lagta
Tere bin, tere bin dil naiyo lagta
Ho Tere bin tere bin dil naiyo lagta
Bechaniyon ke yeh pal
Kyun jaan-e-jaan aaj-kal yun sataate hain..
Tere ishq mein mujhse
Beqaraiyan mili hain nazranon mein
Yaadon ke lamhaat bhi
Tujhko hi ab har kaheen
Kyun bultaate hain
Dil ki anjuman mein tum
Tum hi hi rehti ho mere afsanon mein
Afsanon mein..
Yeh tera mera milna
Yun dilon ka khilna
Yeh hai khuda ki marzi
Yun hi nahi hain yaar
Tere bin, tere bin dil naiyo lagta
O Tere bin tere bin dil naiyo lagta
Tere bin, tere bin dil naiyo lagta
O Tere bin tere bin dil naiyo lagta
(3) Marti hoi zameen ko bachana pa
Marti hoi zameen ko bachana parra mujhay.
Baadal ki
tarah dasht pay aana parra mujhay.
Woh ker naheen raha tha meri baat ka yaqeen.
Phir youn hua k mar k dikhhana parra mujhay.
Bhoolay say meri simt koi daikhhta na tha.
Chehray pay aik zakhm lagaana parra mujhay.
Us ajnabi say haath
milaanay k waastay.
Mehfil may sab say haath milana parra mujhay.
Yaadein thee dafan aisi k bad-az-farokht bhi.
Us ghar ki daikh-bhaal ko
jaana parra mujhay.
Us bay-wafa ki yaad dilaata tha baar baar.
Kal aainay pay haath
uthaana parra mujhay.
Aisay bicharr k us nay to mar jaana tha .......Saif.
Us ki nazar may khud ko giraana parra mujhay
(4) Bewafa se hath milane k wastyM
Bewafa se hath milane k wasty
Mehfil me sb se hath milana para muje
Zindagi guzar rhi thi bare sakoon
k sath
Phr se apne dil ko smjhana para muje
Dil ne magr is pe hangama bht kia
Dil k hathon ye b zakhm khana para muje
Us ki yad dil se bhulane k wasty
Na chahte hue b makhane jana para muje
Muhbt me judai ko mera naseeb kr gya
Phr b apne dil me use bsana para muje
Bara naz tha uski wafa pr muje
Jis k
hathon pyar ka faraib khana para muje...!!!majid
(5) Achha he tha hosh gawanaZeest
Achha he tha hosh gawana
Zeest bani Aakhir afsana
Jo apna tha gair wohe hai
Dil ney rafta rafta maana
Khushiyan jhooty resham jaisi
Sacha gham ka
taana baana
Khuwar tumhe ye kar daaly ga
Dil ki baaton mein matt Aana
Chanda chhatt pey chori bhanpey
Aankh bacha key Aankh milana
Sotay mein chonka deta hai
Khuwahish ka asaib purana..
(6)
Aap ka chalna, aa
Aap ka chalna, aap ka hansna,
aap ka daikna,daikh kar muskrana,
ankain milana,nigain churana,
aap ka bolna, aap ka
khana pina,
hata k aap ka chalte chalte mu
a
..........uf kuch to sahi hota.

(7)
Usko Juda Huwe Bh
Usko Juda Huwe Bhi Zamana Bohat Hua,
Ab Kya Kahein Ye Qissa Purana Bohat Hua..
Hum Khud Se Nikal To Gaye Hain Per Aye Khuda,
Itne Se
Waaqaye Ka Fasana Bohat Hua..
Ab Hum Hai Aur Saare
Zamane Ki Dushmani,
Uss se Zara sa Rabt Barhana Bohat Hua..
Ab Kyun Na Zindagi Pe Mohabbat Ko Vaar Dein,
Is Aashiqui Mein Jaan Se Jaana Bahut Hua..
Ab Tak To Dil Ka Dil Se Taarruf Na Ho Saka,
Maana Ki Uss se Milna milana Bohat Hua...M~E...
(8)
phool pay aa ky j
phool pay aa ky jo bthi to, khud pay itrana bhool gai,
aysi mast hoi wo titli, per phylana bhool
gai,
aysy khila wo phool sa chehra, pheli saary gher mein khushboo,
khat ko chpa ker perhany wali, raaz chupana bhool gai,
kalio'n nay her BHA'NWARY titli say, pocha hay uska naam,
baad-e-saba jis phool ky gher say, lout kay aana bhool gai,
apny purany khat leyny wo, ai thi meyry kamray say,
meiz pay do tasveerai'n dekhi, khat lyjana bhool gai,
barso'n baad mily to aysi, pias bhari thi aankho'n mein,
bool gaya mein bat batana, wo sharmana bhool gai,
saajan ki yaadei'n bhi KHAWAR, kin lamho mein aati hein,
gori
aata goondh rahi thi namak milana bhool gai
(9)
dil kaa kyaa hai
dil kaa kyaa hai vo to chaahegaa musal_sal milanaa
vo sitam_gar bhii magar soche kisii
pal milanaa
vaa.N nahii.n vaqt to ham bhii
hai.n adiim-ul-fursat
us se kyaa kahiye jo har roz kahe kal milanaa
ishq kii raah ke musaafir kaa
muqaddar maaluum
dasht-e-ummiid me.n andeshe kaa baadal milanaa
daaman-e-shab ko agar chaak bhii kar le.n to kahaa.N
nuur me.n Duubaa huaa
subah kaa aa.Nchal milanaa
(10)
dil ke dariyaa ko
dil ke dariyaa ko kisii roz utar jaanaa hai
itanaa besimt na chal lauT ke ghar jaanaa hai
us tak aatii hai to har chiiz Thahar jaatii hai
jaise paanaa hii use
asl me.n mar jaanaa hai
bol ai shaam-e-safar rang-e-rihaa_ii kyaa hai
dil ko rukanaa hai ki taaro.n me.n Thahar jaanaa hai
kaun ubharate hue mahataab kaa rastaa roke
us ko har taur suu-e-dasht-e-sahar jaanaa hai
mai.n khilaa huu.N to isii Khaak me.n milanaa hai mujhe
vo to Khushbuu hai use
agale nagar jaanaa hai
vo tere husn kaa jaaduu ho ke meraa Gam-e-dil
har musaafir ko isii ghaaT utar jaanaa hai
Go To Page >> [1] [2] [3] [4] [5] [6] [7] [8] [9] [10] [11]
Read new/updated milana sms. No doubt, its biggest collection of milana mobile messages on internet. You can subscribe milana sms and get newly added milana text messages to your email as well. Keep visiting this page as latest urdu milana sms will be coming soon. There are many Urdu milana SMS lovers who are eager to share Urdu milana SMS with you;)
Post to Forum :