Latest eid Sms and eid Shayari
Urdu Eid Sms
This is the best collection Urdu Eid Poetry, Hindi Eid Shayari and latest Eid Sms in Urdu. We have selected all sms & shayari collection related to keyword "Eid" online here. You can read Eid hindi sms, Eid poetry online and best Eid poetry in urdu
(1) GHADEER E KHUM
RASOOL (s
GHADEER E KHUM
RASOOL (saww) Member Pay ja ka Boly, Ameer youmy hasab Aa
Ja
Zaeef Islam na Sada De, kah Deen E Haq ka shabab Aa Ja
Ghadeer E Khum ke Bulandyon Per Zameen sa BOTURAB_A.S Aa Ja
Khuda ka Deen ka Nasab, Rooh E Kitab Wajaha E Sawab Aa Ja
Maqam Tera Buland ter hai Qareb Awle E Maqam Aa Ja
Nabi Akhair Bula Raha hai jahn ka Pehly IMAM_A.S Aa Ja
HMARE TARF SA AP SAB KO eid GHADEER MUBARAK HO.
(2) " Logo DiL-e ZEHRA s.a Pe Qaya
" Logo DiL-e ZEHRA s.a Pe Qayamat Ki Ghari Hay ,,
" Aaghaz-e KARBALA Hay Musibat Yeh Bari Hay ,,
" Tum eid Ki Khushiyo,n Mein Yeh Yaad
Rakho ,,
" Bazaar Mein MUSLiM a.s Ki Lash Pari Hay ...

(3) Panjetan ka Wasta deta hoon Pa
Panjetan ka Wasta deta hoon Parwrdigar,
Bhej de Un ko Zamane ka Nahi Jise Intizar
Jis k Aate Hee Pukare ga Jahan Be Ikhtiar,
LA FATAH ILA ALI LA SAIF ILA ZULFIQAR
Al Ajal
Halaliyo ki eid Mubarak ho Ap ko

(4) " TAKMIL-E-DEEN Naam Hay JASHN
" TAKMIL-E-DEEN Naam Hay JASHN-E-GHADEER Ka ,,
" Bheja Hay TAAJ RAB Ne NABI K WAZEER Ka ,,
" Aao ALI a.s K Chahne Walon Khushi Khushi ,,
" Yeh JASHAN Ho Raha Hay JANAB-E-AMEER Ka ,,
" Koi ALI a.s Ko MAULA Kahay Koi Na Kahay ,,
" Yeh Masla AZAL Say Hay ZARF-O-ZAMEER Ka ,,
" ****** Humein Woh Likhte Hein DEEWAR-O-DAR Pe Aaj ,,
" Hay Jin K DILL Mein ZAKHAM Abhi Tak GHADEER Ka ,,
" MUSHKIL To Us K QADMON Mein KHUD LOTNE
Lagi ,,
" Jiss Ne Bhi NAAM Le Liya QANBAR K PEER Ka ...
eid e GHADEER
... MUBARAK ...
(5) Tum Aao To Ham Bhi EID Karen,
Tum Aao To Ham Bhi eid Karen,
Hasrat Hy Tumhari Deed Karen.
Kuch Dair To Dil Ko Chain Miley,
Kuch Roz To Mann Ka Phool Khiley,
Kehtey Hain K eid Ki Aamad Hy,
Ham Log Bhi Kuch Tayeed Karen,
Tum Aao To Ham Bhi eid Karen.
Tum Se Ye Aik Guzarish Hy,
Ye Apne Dil Ki Khwahish Hy,
Ik Bar Milo,
Ik Bar Milo,
Har Bar Yehi Takeed Karen,
Tum Aao To Ham Bhi eid Karen.
Mana K Ham Deewane Hain,
Sab Baton Se Anjane Hain,
Jab Apne He Beganey Hain,
Kia Ghairon Se Umeed Karen!
Tum Aao To Ham Bhi eid Karen...
Tum Aao To Ham Bhi eid Karen.
(6) Lagta Hay Mujko Aisa k Koofa U
Lagta Hay Mujko Aisa k Koofa Udaas Hy
Lagta Hay Mujhko Aisa K Mansab Yateem Hy
.
Ronay K Wasty Kafi Hain Chand Lafz
Kuch Roz Bad eid Hy OR ZAINAB Yateem Hy

(7) Da juwand pa hara lara har saf
Da juwand pa hara lara har safar de mubarak sha,
Pa meena derta wayim che akhtar de mubarak sha,
Happy eid mubarak

(8) mein roi tu nahi hoon"
na ja
mein roi tu nahi hoon"
na jana kyon mera kaajal
jab bhi dalo ankh mein
ab aksar phale jata hai
mein roi tu nahi hoon......
tum tu janatay ho in dinoon
boht hi thand hoti hai
tab hi hai naak surkh mere
mein roi tu nahi hoon........
kaha tu hai youn hi bus
bheega hai anchal k kona
choro tum fikar mat keroo
mein roi tu nahi hoon.......
nahi,odass kab hoon mein?
ziada kaam k bays
thaka-wat ho hi jati hai
mein roi tu nahi hoon..........
eid aye hai , wo ab bhi
nahi ata tu na ay
ab is ki yadd mein dekho
mein roi tu nahi hoon........
bata dena is ko ja ker
kahin khoosh-fahmi na koi palay
waisay hi surkh hain ankhain
mein roi tu nahi hoon..........
(9) Waqt e Namaz e Fajar
.
Waqt e Namaz e Fajar
.
Muslim (as) ki Betyian Fajar mai jab aai Pass Hussain (as)
Sakhi k
Tumhen Wasta Akbar , Asghar as ka
Humain "BHAI" Mela Aaj "eid" hai
.
Janab e Muslim or un k 2 Bachon ka pu
am Aankhon se eid k Roz Pursa pesh krty hain..
(10) Tum Aao To Ham Bhi EID Karen,
Tum Aao To Ham Bhi eid Karen,
Hasrat Hy Tumhari Deed Karen.
Kuch Dair To Dil Ko Chain Miley,
Kuch Roz To Mann Ka Phool Khiley,
Kehtey Hain K eid Ki Aamad Hy,
Ham Log Bhi Kuch Tayeed Karen,
Tum Aao To Ham Bhi eid Karen.
Tum Se Ye Aik Guzarish Hy,
Ye Apne Dil Ki Khwahish Hy,
Ik Bar Milo,
Ik Bar Milo,
Har Bar Yehi Takeed Karen,
Tum Aao To Ham Bhi eid Karen.
Mana K Ham Deewane Hain,
Sab Baton Se Anjane Hain,
Jab Apne He Beganey Hain,
Kia Ghairon Se Umeed Karen!
Tum Aao To Ham Bhi eid Karen...
Tum Aao To Ham Bhi eid Karen.
Go To Page >> [1] [2] [3] [4] [5] [6] [7] [8] [9] [10] [11] [12] [13] [14] [15] [16] [17] [18] [19] [20] [21] [22] [23] [24] [25] [26] [27] [28] [29] [30] [31] [32] [33] [34] [35] [36] [37] [38] [39] [40] [41] [42] [43] [44] [45] [46] [47] [48] [49] [50] [51] [52] [53] [54] [55] [56] [57] [58] [59] [60] [61] [62] [63] [64] [65] [66] [67] [68] [69] [70] [71] [72] [73] [74] [75] [76] [77] [78] [79] [80] [81] [82] [83] [84] [85] [86] [87] [88] [89] [90] [91] [92] [93] [94] [95] [96] [97] [98] [99] [100] [101] [102] [103] [104] [105] [106] [107] [108] [109] [110] [111] [112] [113] [114] [115] [116] [117] [118] [119] [120] [121] [122] [123] [124] [125] [126] [127] [128] [129] [130] [131] [132] [133] [134] [135] [136] [137] [138] [139] [140] [141] [142] [143] [144] [145] [146] [147] [148] [149] [150] [151] [152] [153] [154] [155] [156] [157] [158] [159] [160] [161] [162] [163] [164] [165] [166] [167] [168] [169] [170] [171] [172] [173] [174] [175] [176] [177] [178] [179] [180] [181] [182]
Read new/updated eid sms. No doubt, its biggest collection of eid mobile messages on internet. You can subscribe eid sms and get newly added eid text messages to your email as well. Keep visiting this page as latest urdu eid sms will be coming soon. There are many Urdu eid SMS lovers who are eager to share Urdu eid SMS with you;)
Post to Forum :