Poetry Sms & Text Messages
Poetry Sms in urdu and hindi
Poetry Sms
You will find the best collection of Urdu Poetry Sms or Urdu Shairy Sms right here, You can email urdu poetry sms or Urdu Shairy Sms to your loved ones or your family or friends and at the same time you can forward Urdu Poetry Sms to their Mobile via Web2sms in Pakistan. You can send Urdu Poetry Sms to your Mobile in Pakistan as FREE SMS as well. This is no doubt the very best collection of Urdu Poetry Sms
Urdu Poetry Sms
(1) Baat kar tujh pe gumaaN hone l
Baat Kar Tujh Pe GumaaN Hone Lagaa Tasveer
Kaa
muntazir Kab Se Hai Zamaana
Teri Taqreer
Kaa
raat Kyaa Soye Ki
Baaqi Um'r Ki Neend URh Gai
Khwaab Kya Dekha Ki DhaRhka Lag
Gaya T'abeer Kaa
kaise Paayaa Tha Tujhe Kis Tarah Khoya Tujhe
mujh Saa Munkir Bhi To Qaayal Ho Gaya
Taqdeer Kaa
jaane Kis Aalam MeN TuN BichhRaa Hai Ki Tere BaGair
aaj Tak Har Naqsh Fariyaadi Hai Meri Tehrir Kaa
jis Ko Bhi Chaahaa BaRhi Shiddat Se Chaahaa Hai Saif
silsilaa
TuuTaa NaheeN Hai Dard Ki Zanjir Kaa
(8) Aankhien jab khuli to manzr aj
Aankhien
Jab Khuli To Manzr Ajeeb Tha
dard Tha Par Wo Dil Ke Qareeb
Tha..
jise Dhundte The Haatoan Ki Lakeeroan Me
pata Chala Wo Kisi Aur
Ka Naseeb Tha...
Send this sms to ur mobile phone via text message
(4) Socha hota khuwab dikhaney sey
Socha Hota Khuwab
Dikhaney Sey Pehle
aur Kisi Ko Apna Bananey Sey Pehle
Kuch Pal Osko Neend Mein Ghour Sey Dekho Tou
dheerey Dheerey Osko Jaganey Sey Pehle
Soch Lo, Is Mein Koi Keemti Shai He Na Ho
dil Ke Shehr Ko Aag Dikhaney Sey Pehle
Dekha, Tou Sab Tan Mann Raakh Ka Dhair Huwa
apne Dono Hath Bachaney Sey Pehle
Ab Pachtaney Sey Bhi Hasil Kya Ho Ga?
socha Hota Ankh Milaney Sey Pehle
Socha, RAB Sey Osko Maang Ke Dekhon Tou
sar Sajdey
Sey Aaj Uthaney Sey
Pehle
Aao Akhri Baar Karein Hum yaad Osey
sach Much Osko Aaj Bhulaney Sey Pehle.
(8) Vasl ke roag burey hoty hainhi
Vasl Ke Roag Burey Hoty Hain
hijar Ke Sog Burey Hoty Hain
Haar Mein Dil Ka Hath
Hai Kuch Kuch
aur Kuch Log Burey Hoty Hain
Sehraon Mein Kho Jao Gay
Ishq Ke Jog Burey Hoty
Hain
Basti Bas Kar Mit Jati Hai
dil Ke Roag Burey
Hoty Hain
Sukh Ke Badley Dukh Dety Hain
kuch Sanjog Burey Hoty Hain..!
(7) Khushbu ke hath phol ka paigha
Khushbu
Ke Hath Phol Ka Paigham
Reh Gaya
ye Dil Ka Silsila
Bhi Ser-e-aam Reh Gaya
Kehty Hain Jis Ney
Chand Ko Dekha Tha Pehli Baar
woh Shaks Apne Dil Ko Bas Tham Reh Gaya
Aankhon Ko Mond Lena Tha Hum Ko Bhi Os Ghari
jab Oska Ghar Suna Hai Ke Do Gaam Reh Gaya
Ay Shab! Naveed
Deni Thi Tujh Ko Sehr Ki Aur
kyun Tere Hath Sey Bhi yehi Kaam Reh Gaya
Jab Vasl Ko Mita Diya Tu Ney Hawa
Tou Phir
kyun Rait Par Firaq Ka yeh Naam Reh Gaya
Yunh Zindagi Ka Kaam Adhora Raha Aarfeen
kuch Subah Reh Gaya Tha Tou Kuch Sham Reh Gaya..
(14) Jo khuwab haweli ka huwa, phir
Jo Khuwab
Haweli
Ka Huwa, Phir Nahin Aya
woh Qaid Huwa ya Ke Riha, Phir Nahin Aya
Is Soch Nagar Mein Jo Utar Ata Tha Aksar
tha Chand, Sitara
Ke Diya, Phir Nahin Aya
Hum Dono Ney Mil Kar Jo Jiya, Sadiyon Sa Lamha
janey Kya Laga
Osko Bura, Phir Nahin Aya
Woh Shaks Pukaro Tou Chala Ata
Tha Aksar
kis Shehr Ki Janib Woh Gaya, Phir Nahin Aya
Ik Lamha Jo Gum Ho Gaya Dono Sey Achanak
dono Ney Bohat yaad Kia, Phir Nahin Aya...
(6) Wasl ka khuwab dikhaye ga tehr
Wasl Ka Khuwab
Dikhaye Ga Tehr Jaye Ga
mousam-e-hijar Jab Aye Ga, Tehr Jaye Ga
Baton Baton Mein Koi Naam Achanak
Aa Kar
dil Mein Halchal Si Machaye Ga, Tehr Jaye Ga
Shehr-e-anjan Ko Jana Hai Agar, yaad
Rahe
jo Bhi Os Simt Ko Jaye Ga , Tehr Jaye Ga
Ishq Ik Dard Ki Doulat Ke Siwa Kuch Bhi Nahin
dil
Jab Is Dard Ko Paye Ga, Tehr Jaye Ga
Hum Ney Jab Chaand Ko Dekha Tha Tou Socha Tha Aarfeen
kachay Aangan Ko Sajaye Ga, Tehr Jaye Ga.
(7) Bharkey huwe sholon ko hawaein
Bharkey Huwe Sholon
Ko Hawaein Nahin Dety
jaty Huwe Lamhon Ko Sadaaein Nahin Dety
Maana yehi Fitrat Hai Magar Isko
Badal Do
badley Mein Wafaon Ke Jafaein Nahin Dety
Gar Phol Nahin Dety Tou Kaante Bhi Mat Do
muskan Na Deni Ho Tou Aahein Bhi Nahin Dety
Tum Ney Jo Kia Acha Kia Haan ye Gilla Hai
manzil Na Ho Jis Ki Tou Woh Raahein Nahin Dety
Yeh Baar Kahin Khud He Uthana Na Pare Kal Ko
auron Ko Bicha
ey Ki Dua'ein Nahin Dety..
(3) Maangey ke chiraghon sey ujala
Maangey Ke Chiraghon
Sey Ujala Nahin Karte
palkon Sey Girey Ashk Sambhala Nahin
Karte
Ta'khair Huwi Hai Tou Koi Waja Bhi Ho Gi
yunh
Dil Mein Wahmon Ko Paala Nahin Karte
Phir Baad Mein Rona Pare Jis Ke Liye, Osko
yunh Khuwab Jharokon Sey Nikala Nahin Karte
Jis Shaks Ke Honton Sey Hansi Cheen Li Tum Ney
kyun Aa
Ke Tum Ab Oska Azaala Nahin Karte
Phir Oske Janazay Ko
Uthana Bhi Pare Ga
yunh Sar-e-bazaar Izzat Uchala Nahin
Karte...!!!
(3) Tooty huwe lafzon mein rawani
Tooty Huwe Lafzon
Mein Rawani
Nahin Milti
lamhon Mein Tou
Sadiyon Ki Kahani
Nahin Milti
Dil Jal Gaya Ab Is Mein Dhuwan
Tak Nahin Uthta
is Raakh Sey Koi Taswwer Purani Nahin Milti
Izhaar Pey Taaly Hain Tou Taaly He Samjho
har Likhi Huwi Baat Zubani Nahin Milti
Jo Maango Muqadar Sey, Hume Woh Nahin Milta
is Dour Mein Raja Ko Bhi Rani Nahin Milti
Baqi Nahin Khaaron Mein
Bhi Pehli Si Chubhan Ab
aur Pholon Mein Bhi Pehli Si Jawani Nahin Milti
Socha Tha Kisi Shaam Suhani Ko Milein Gay
aur Shaam Hume Koi Suhani Nahin Milti...
Go To Page >> [1] [2] [3] [4] [5] [6] [7] [8] [9] [10] [11] [12] ....[Last]
Post to Forum :
[URL=http://www.evergreensms.com/urdu_sms/110/Urdu-Poetry-Sms/6.html] Poetry Sms & Text Messages[/URL]
Post to Website - just copy paste following code :
<a href=http://www.evergreensms.com/urdu_sms/110/Urdu-Poetry-Sms/6.html> Poetry SMS & Text Messages</a>

Important Searches:
- Poetry sms in urdu
- Best Poetry Sms Collection
- Latest Poetry sms
- Pakistani Poetry sms in urdu
- Real Poetry sms in urdu
- Urdu Poetry sms for you
- Unique Poetry sms in urdu
- sending Poetry sms to pakistan